Kaun Gulshan Mein Rahe Nargis-e-hairan Ki Tarah, Urdu Ghazal By Imtiyaz Ali Arshi

Kaun Gulshan Mein Rahe Nargis-e-hairan Ki Tarah is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Imtiyaz Ali Arshi. Kaun Gulshan Mein Rahe Nargis-e-hairan Ki Tarah comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaun Gulshan Mein Rahe Nargis-e-hairan Ki Tarah on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کون گلشن میں رہے نرگس حیراں کی طرح

امتیاز علی عرشی

کون گلشن میں رہے نرگس حیراں کی طرح

آؤ چمکا دیں اسے مہر درخشاں کی طرح

عمر بھر راہ نوردی کا رہا ہم کو جنوں

خار زاروں سے بھی گزرے ہیں گلستاں کی طرح

تار باقی ہیں جو دو چار گریباں میں مرے

ٹوٹ جائیں نہ کہیں تار رگ جاں کی طرح

لوگ کہتے ہیں کہ ہو باغ میں لیکن ہم کو

یاں کہ ہر شے نظر آتی ہے بیاباں کی طرح

زندگی نام ہے مر مر کے جئے جانے کا

دور ہی ہم سے رہو چشمۂ حیواں کی طرح

ہم کو بھاتا ہے چمن دل سے مگر کیا کیجے

اس میں آرام نہیں گوشۂ زنداں کی طرح

دال گلتی نہیں بستی میں ہماری عرشیؔ

آؤ ویرانے ہی میں بیٹھ لیں انساں کی طرح

امتیاز علی عرشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaun Gulshan Mein Rahe Nargis-e-hairan Ki Tarah

Imtiyaz Ali Arshi

kaun gulshan mein rahe nargis-e-hairan ki tarah
aao chamka den use mehr-e-daraKHshan ki tarah

umr bhar ra-nawardi ka raha hum ko junun
KHar-zaron se bhi guzre hain gulistan ki tarah

tar baqi hain jo do-chaar gareban mein mere
TuT jaen na kahin tar-e-rag-e-jaan ki tarah

log kahte hain ki ho bagh mein lekin hum ko
yan ki har shai nazar aati hai bayaban ki tarah

zindagi nam hai mar mar ke jiye jaane ka
dur hi hum se raho chashma-e-haiwan ki tarah

hum ko bhata hai chaman dil se magar kya kije
is mein aaram nahin gosha-e-zindan ki tarah

dal galti nahin basti mein hamari 'arshi'
aao virane hi mein baiTh len insan ki tarah

(717) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaun Gulshan Mein Rahe Nargis-e-hairan Ki Tarah written by Imtiyaz Ali Arshi at UrduPoint. Kaun Gulshan Mein Rahe Nargis-e-hairan Ki Tarah is one of the masterpieces written by Imtiyaz Ali Arshi. You can also find the complete poetry collection of Imtiyaz Ali Arshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Imtiyaz Ali Arshi' above.

Kaun Gulshan Mein Rahe Nargis-e-hairan Ki Tarah is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaun Gulshan Mein Rahe Nargis-e-hairan Ki Tarah, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.