Hai Yaqinan Ye Koi Raaz-e-mashiyyat Warna, Urdu Ghazal By Inam Sharar Ayyubi

Hai Yaqinan Ye Koi Raaz-e-mashiyyat Warna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Inam Sharar Ayyubi. Hai Yaqinan Ye Koi Raaz-e-mashiyyat Warna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Yaqinan Ye Koi Raaz-e-mashiyyat Warna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے یقیناً یہ کوئی راز مشیت ورنہ

انعام شرر ایوبی

ہے یقیناً یہ کوئی راز مشیت ورنہ

لوگ کرتے ہی نہیں شہر سے ہجرت ورنہ

اس کی نفرت کا دیا ہم نے محبت سے جواب

کم نہ تھی خون میں کچھ اپنے بھی حدت ورنہ

تجھ کو دیکھا تو یقیں ہو گیا اے مست خرام

دیکھتا آنکھ سے کون اپنی قیامت ورنہ

خون میں سب کے ہے قابیل کے خوں کا عنصر

نسل آدم کے لیے وجہ ہلاکت ورنہ

اے شررؔ میں نے ہی سورج سے ملائی آنکھیں

کس نے کی میرے سوا ایسی جسارت ورنہ

انعام شرر ایوبی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Yaqinan Ye Koi Raaz-e-mashiyyat Warna

Inam Sharar Ayyubi

hai yaqinan ye koi raaz-e-mashiyyat warna
log karte hi nahin shahr se hijrat warna

us ki nafrat ka diya hum ne mohabbat se jawab
kam na thi KHun mein kuchh apne bhi hiddat warna

tujh ko dekha to yaqin ho gaya ai mast-e-KHiram
dekhta aankh se kaun apni qayamat warna

KHun mein sab ke hai qabil ke KHun ka unsur
nasl-e-adam ke liye wajh-e-halakat warna

ai 'sharar' main ne hi suraj se milai aankhen
kis ne ki mere siwa aisi jasarat warna

(601) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Yaqinan Ye Koi Raaz-e-mashiyyat Warna written by Inam Sharar Ayyubi at UrduPoint. Hai Yaqinan Ye Koi Raaz-e-mashiyyat Warna is one of the masterpieces written by Inam Sharar Ayyubi. You can also find the complete poetry collection of Inam Sharar Ayyubi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Inam Sharar Ayyubi' above.

Hai Yaqinan Ye Koi Raaz-e-mashiyyat Warna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Yaqinan Ye Koi Raaz-e-mashiyyat Warna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.