Ishq Tere Se Lagawe Na KHuda Aar Mujhe, Urdu Ghazal By Inamullah Khan Yaqeen

Ishq Tere Se Lagawe Na KHuda Aar Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Inamullah Khan Yaqeen. Ishq Tere Se Lagawe Na KHuda Aar Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ishq Tere Se Lagawe Na KHuda Aar Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عشق تیرے سے لگاوے نہ خدا عار مجھے

انعام اللہ خاں یقین

عشق تیرے سے لگاوے نہ خدا عار مجھے

نہ کرے دام رہائی میں گرفتار مجھے

حسن اور عشق میں ایک طور سے نسبت ہے ضرور

چشم بیمار تجھے دی ہے دل زار مجھے

یار آیا پہ مجھے ہوش نہ تھا کیا کہئے

نہ کیا اس دل دشمن نے خبردار مجھے

سنگ طفلاں کی میں امید پہ ہوں دیوانہ

تسپہ دیتے ہیں تغافل سے یہ آزار مجھے

جب سے نظارہ کیا ترک ہوا ہوں دل سرد

گرم رکھتا تھا یقیںؔ شعلۂ دیدار مجھے

انعام اللہ خاں یقین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ishq Tere Se Lagawe Na KHuda Aar Mujhe

Inamullah Khan Yaqeen

ishq tere se lagawe na KHuda aar mujhe
na kare dam-e-rihai mein giraftar mujhe

husn aur ishq mein ek taur se nisbat hai zarur
chashm-e-bimar tujhe di hai dil-e-zar mujhe

yar aaya pe mujhe hosh na tha kya kahiye
na kiya is dil-e-dushman ne KHabar-dar mujhe

sang-e-tiflan ki main ummid pe hun diwana
tispe dete hain taghaful se ye aazar mujhe

jab se nazzara kiya tark hua hun dil-e-sard
garm rakhta tha 'yaqin' shola-e-didar mujhe

(519) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ishq Tere Se Lagawe Na KHuda Aar Mujhe written by Inamullah Khan Yaqeen at UrduPoint. Ishq Tere Se Lagawe Na KHuda Aar Mujhe is one of the masterpieces written by Inamullah Khan Yaqeen. You can also find the complete poetry collection of Inamullah Khan Yaqeen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Inamullah Khan Yaqeen' above.

Ishq Tere Se Lagawe Na KHuda Aar Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ishq Tere Se Lagawe Na KHuda Aar Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.