Wo Desh Ki MiTTi Se Mohabbat Nahin Karte, Urdu Ghazal By Iqbal Ahmad Iqbal

Wo Desh Ki MiTTi Se Mohabbat Nahin Karte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Ahmad Iqbal. Wo Desh Ki MiTTi Se Mohabbat Nahin Karte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Desh Ki MiTTi Se Mohabbat Nahin Karte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ دیش کی مٹی سے محبت نہیں کرتے

اقبال احمد اقبال

وہ دیش کی مٹی سے محبت نہیں کرتے

جو ماں کی طرح ہند کی عزت نہیں کرتے

ہم جوڑنے والے ہیں فلک اور زمیں کو

مندر کی یا مسجد کی سیاست نہیں کرتے

پڑھ کر جسے برباد نئی نسل ہو میری

ہم ایسی کتابوں کی اشاعت نہیں کرتے

رحمت کا فرشتہ کبھی اس گھر نہیں آتا

جس گھر میں مسلمان تلاوت نہیں کرتے

اقبالؔ بھروسا بھی دلائے تو کسے آج

دہشت گروں کی ہم بھی حمایت نہیں کرتے

اقبال احمد اقبال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Desh Ki MiTTi Se Mohabbat Nahin Karte

Iqbal Ahmad Iqbal

wo desh ki miTTi se mohabbat nahin karte
jo man ki tarah hind ki izzat nahin karte

hum joDne wale hain falak aur zamin ko
mandir ki ya masjid ki siyasat nahin karte

paDh kar jise barbaad nai nasl ho meri
hum aisi kitabon ki ishaat nahin karte

rahmat ka farishta kabhi us ghar nahin aata
jis ghar mein musalman tilawat nahin karte

'iqbaal' bharosa bhi dilae to kise aaj
dahshat-garon ki hum bhi himayat nahin karte

(377) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Desh Ki MiTTi Se Mohabbat Nahin Karte written by Iqbal Ahmad Iqbal at UrduPoint. Wo Desh Ki MiTTi Se Mohabbat Nahin Karte is one of the masterpieces written by Iqbal Ahmad Iqbal. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Ahmad Iqbal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Ahmad Iqbal' above.

Wo Desh Ki MiTTi Se Mohabbat Nahin Karte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Desh Ki MiTTi Se Mohabbat Nahin Karte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.