Kaun Se Jurm Ki AaKHir Ye Saza Deta Hai, Urdu Ghazal By Iqbal Ahmad Iqbal

Kaun Se Jurm Ki AaKHir Ye Saza Deta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Ahmad Iqbal. Kaun Se Jurm Ki AaKHir Ye Saza Deta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaun Se Jurm Ki AaKHir Ye Saza Deta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کون سے جرم کی آخر یہ سزا دیتا ہے

اقبال احمد اقبال

کون سے جرم کی آخر یہ سزا دیتا ہے

گھر پڑوسی کا پڑوسی ہی جلا دیتا ہے

سب نے چھڑکے ہیں نمک زخم پہ میرے اب تک

دیکھنا ہے کہ مجھے کون دوا دیتا ہے

کوششیں لاکھ کرو دوستو لیکن سن لو

کامیابی کا یہ سہرا تو خدا دیتا ہے

عشق معصوم ہے معصوم رہے گا ہر دم

آپ کا حسن ہی شعلوں کو ہوا دیتا ہے

یہ جو اقبالؔ ہے اس کو ہے غضب کی تعلیم

یہ تو دشمن کے بھی ہر عیب چھپا دیتا ہے

اقبال احمد اقبال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaun Se Jurm Ki AaKHir Ye Saza Deta Hai

Iqbal Ahmad Iqbal

kaun se jurm ki aaKHir ye saza deta hai
ghar paDosi ka paDosi hi jala deta hai

sab ne chhiDke hain namak zaKHm pe mere ab tak
dekhna hai ki mujhe kaun dawa deta hai

koshishen lakh karo dosto lekin sun lo
kaamyabi ka ye sehra to KHuda deta hai

ishq masum hai masum rahega har dam
aap ka husn hi shoalon ko hawa deta hai

ye jo 'iqbaal' hai us ko hai ghazab ki talim
ye to dushman ke bhi har aib chhupa deta hai

(732) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaun Se Jurm Ki AaKHir Ye Saza Deta Hai written by Iqbal Ahmad Iqbal at UrduPoint. Kaun Se Jurm Ki AaKHir Ye Saza Deta Hai is one of the masterpieces written by Iqbal Ahmad Iqbal. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Ahmad Iqbal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Ahmad Iqbal' above.

Kaun Se Jurm Ki AaKHir Ye Saza Deta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaun Se Jurm Ki AaKHir Ye Saza Deta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.