Ajab Nahin Jo Ye Manzar Bhi Samne Aae, Urdu Ghazal By Iqbal Anjum

Ajab Nahin Jo Ye Manzar Bhi Samne Aae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Anjum. Ajab Nahin Jo Ye Manzar Bhi Samne Aae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ajab Nahin Jo Ye Manzar Bhi Samne Aae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عجب نہیں جو یہ منظر بھی سامنے آئے

اقبال انجم

عجب نہیں جو یہ منظر بھی سامنے آئے

قدم جہاں بھی رکھیں ہم زمیں نکل جائے

یہ کیا مقام ہے جب بھی نظر اٹھاتا ہوں

بلندیوں کا عجب سلسلہ نظر آئے

اجاڑ دیکھ کے بستی کو دل اداس ہوا

کھڑے تھے جھنڈ کھجوروں کے بال بکھرائے

مری نگاہ میں اک رنگ اب بھی باقی ہے

میں چاہتا ہوں کہ وہ بھی کبھی بکھر جائے

اقبال انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ajab Nahin Jo Ye Manzar Bhi Samne Aae

Iqbal Anjum

ajab nahin jo ye manzar bhi samne aae
qadam jahan bhi rakhen hum zamin nikal jae

ye kya maqam hai jab bhi nazar uThata hun
bulandiyon ka ajab silsila nazar aae

ujaD dekh ke basti ko dil udas hua
khaDe the jhunD khujuron ke baal bikhrae

meri nigah mein ek rang ab bhi baqi hai
main chahta hun ki wo bhi kabhi bikhar jae

(1056) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ajab Nahin Jo Ye Manzar Bhi Samne Aae written by Iqbal Anjum at UrduPoint. Ajab Nahin Jo Ye Manzar Bhi Samne Aae is one of the masterpieces written by Iqbal Anjum. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Anjum' above.

Ajab Nahin Jo Ye Manzar Bhi Samne Aae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ajab Nahin Jo Ye Manzar Bhi Samne Aae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.