Pas Jis Ke Na Tha Kuchh RaKHt-e-safar Main Hi Tha, Urdu Ghazal By Iqbal Anjum

Pas Jis Ke Na Tha Kuchh RaKHt-e-safar Main Hi Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Anjum. Pas Jis Ke Na Tha Kuchh RaKHt-e-safar Main Hi Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Pas Jis Ke Na Tha Kuchh RaKHt-e-safar Main Hi Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پاس جس کے نہ تھا کچھ رخت سفر میں ہی تھا

اقبال انجم

پاس جس کے نہ تھا کچھ رخت سفر میں ہی تھا

رات کے دشت میں بے خوف و خطر میں ہی تھا

دور تک دائرہ در دائرہ غرقاب ہوا

سینۂ شب میں سیاہی کا بھنور میں ہی تھا

بار سے آج ہر اک شاخ جھکی جاتی ہے

یا چمن میں کبھی بے برگ و ثمر میں ہی تھا

میرے اطراف صداؤں کا گھنا جنگل تھا

تیز آندھی میں بکھرنے کو مگر میں ہی تھا

جانے وہ کون تھا میں ڈھونڈ رہا تھا جس کو

جو مرے سامنے آیا تھا اگر میں ہی تھا

اقبال انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pas Jis Ke Na Tha Kuchh RaKHt-e-safar Main Hi Tha

Iqbal Anjum

pas jis ke na tha kuchh raKHt-e-safar main hi tha
raat ke dasht mein be-KHauf-o-KHatar main hi tha

dur tak daera-dar-daera gharqab hua
sina-e-shab mein siyahi ka bhanwar main hi tha

bar se aaj har ek shaKH jhuki jati hai
ya chaman mein kabhi be-barg-o-samar main hi tha

mere atraf sadaon ka ghana jangal tha
tez aandhi mein bikharne ko magar main hi tha

jaane wo kaun tha main DhunD raha tha jis ko
jo mere samne aaya tha agar main hi tha

(386) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Pas Jis Ke Na Tha Kuchh RaKHt-e-safar Main Hi Tha written by Iqbal Anjum at UrduPoint. Pas Jis Ke Na Tha Kuchh RaKHt-e-safar Main Hi Tha is one of the masterpieces written by Iqbal Anjum. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Anjum' above.

Pas Jis Ke Na Tha Kuchh RaKHt-e-safar Main Hi Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Pas Jis Ke Na Tha Kuchh RaKHt-e-safar Main Hi Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.