Zara Si Baat Se Manzar Badal Bhi Sakta Tha, Urdu Ghazal By Iqbal Anjum

Zara Si Baat Se Manzar Badal Bhi Sakta Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Anjum. Zara Si Baat Se Manzar Badal Bhi Sakta Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zara Si Baat Se Manzar Badal Bhi Sakta Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ذرا سی بات سے منظر بدل بھی سکتا تھا

اقبال انجم

ذرا سی بات سے منظر بدل بھی سکتا تھا

جو حادثہ ہوا بستی میں ٹل بھی سکتا تھا

گلا نہ کر مری رفتار کا یہ بوجھ بھی دیکھ

میں سب کے ساتھ ہوں آگے نکل بھی سکتا تھا

ہوائیں اس کے مرے درمیان رہتی تھیں

قریب ہوتے ہوئے دشت جل بھی سکتا تھا

چلیں وہ آندھیاں رشتہ زمیں سے ٹوٹ گیا

گھنا درخت ابھی پھول پھل بھی سکتا تھا

بس ایک پل نے مجھے قید کر لیا انجمؔ

میں جب گرفت سے اس کی نکل بھی سکتا تھا

اقبال انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zara Si Baat Se Manzar Badal Bhi Sakta Tha

Iqbal Anjum

zara si baat se manzar badal bhi sakta tha
jo hadisa hua basti mein Tal bhi sakta tha

gila na kar meri raftar ka ye bojh bhi dekh
main sab ke sath hun aage nikal bhi sakta tha

hawaen us ke mere darmiyan rahti thin
qarib hote hue dasht jal bhi sakta tha

chalen wo aandhiyan rishta zamin se TuT gaya
ghana daraKHt abhi phul-phal bhi sakta tha

bas ek pal ne mujhe qaid kar liya 'anjum'
main jab giraft se us ki nikal bhi sakta tha

(466) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zara Si Baat Se Manzar Badal Bhi Sakta Tha written by Iqbal Anjum at UrduPoint. Zara Si Baat Se Manzar Badal Bhi Sakta Tha is one of the masterpieces written by Iqbal Anjum. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Anjum' above.

Zara Si Baat Se Manzar Badal Bhi Sakta Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zara Si Baat Se Manzar Badal Bhi Sakta Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.