KHizan Ka Qarz To Ek Ik DaraKHt Par Hai Yahan, Urdu Ghazal By Iqbal Ashhar Quraishi

KHizan Ka Qarz To Ek Ik DaraKHt Par Hai Yahan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Ashhar Quraishi. KHizan Ka Qarz To Ek Ik DaraKHt Par Hai Yahan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHizan Ka Qarz To Ek Ik DaraKHt Par Hai Yahan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خزاں کا قرض تو اک اک درخت پر ہے یہاں

اقبال اشہر قریشی

خزاں کا قرض تو اک اک درخت پر ہے یہاں

یہ اور بات کہ ہر شاخ بار ور ہے یہاں

جو سوچ سکتا ہے وہ ذہن جل رہا ہے ابھی

جو دیکھ سکتی ہے وہ آنکھ خوں میں تر ہے یہاں

سنے گا کون ان آنکھوں کی بے صدا فریاد

سماعتوں کا تو انداز ہی دگر ہے یہاں

ستایا آج مناسب جگہ پہ بارش نے

اسی بہانے ٹھہر جائیں اس کا گھر ہے یہاں

حصار جسم سے باہر بھی زندگی ہے مجھے

یہ اور بات کہ احساس معتبر ہے یہاں

اقبال اشہر قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHizan Ka Qarz To Ek Ik DaraKHt Par Hai Yahan

Iqbal Ashhar Quraishi

KHizan ka qarz to ek ek daraKHt par hai yahan
ye aur baat ki har shaKH bar-war hai yahan

jo soch sakta hai wo zehn jal raha hai abhi
jo dekh sakti hai wo aankh KHun mein tar hai yahan

sunega kaun in aankhon ki be-sada fariyaad
samaaton ka to andaz hi digar hai yahan

sataya aaj munasib jagah pe barish ne
isi bahane Thahar jaen us ka ghar hai yahan

hisar-e-jism se bahar bhi zindagi hai mujhe
ye aur baat ki ehsas mo'tabar hai yahan

(560) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHizan Ka Qarz To Ek Ik DaraKHt Par Hai Yahan written by Iqbal Ashhar Quraishi at UrduPoint. KHizan Ka Qarz To Ek Ik DaraKHt Par Hai Yahan is one of the masterpieces written by Iqbal Ashhar Quraishi. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Ashhar Quraishi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Ashhar Quraishi' above.

KHizan Ka Qarz To Ek Ik DaraKHt Par Hai Yahan is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHizan Ka Qarz To Ek Ik DaraKHt Par Hai Yahan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.