KHuda Ne Laj Rakhi Meri Be-nawai Ki, Urdu Ghazal By Iqbal Ashhar

KHuda Ne Laj Rakhi Meri Be-nawai Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Ashhar. KHuda Ne Laj Rakhi Meri Be-nawai Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHuda Ne Laj Rakhi Meri Be-nawai Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خدا نے لاج رکھی میری بے نوائی کی

اقبال اشہر

خدا نے لاج رکھی میری بے نوائی کی

بجھا چراغ تو جگنو نے رہنمائی کی

ترے خیال نے تسخیر کر لیا ہے مجھے

یہ قید بھی ہے بشارت بھی ہے رہائی کی

قریب آ نہ سکی کوئی بے وضو خواہش

بدن سرائے میں خوشبو تھی پارسائی کی

متاع درد ہے دل میں تو آنکھ میں آنسو

نہ روشنی کی کمی ہے نہ روشنائی کی

اب اپنے آپ کو قطرہ بھی کہہ نہیں سکتا

برا کیا جو سمندر سے آشنائی کی

اسے بھی شہ نے مصاحب بنا لیا اپنا

جس آدمی سے توقع تھی لب کشائی کی

وہی تو مرکزی کردار ہے کہانی کا

اسی پہ ختم ہے تاثیر بے وفائی کی

اقبال اشہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHuda Ne Laj Rakhi Meri Be-nawai Ki

Iqbal Ashhar

KHuda ne laj rakhi meri be-nawai ki
bujha charagh to jugnu ne rahnumai ki

tere KHayal ne tasKHir kar liya hai mujhe
ye qaid bhi hai bashaarat bhi hai rihai ki

qarib aa na saki koi be-wazu KHwahish
badan-sarae mein KHushbu thi parsai ki

mata-e-dard hai dil mein to aankh mein aansu
na raushni ki kami hai na raushnai ki

ab apne aap ko qatra bhi kah nahin sakta
bura kiya jo samundar se aashnai ki

use bhi shah ne musahib bana liya apna
jis aadmi se tawaqqo thi lab-kushai ki

wahi to markazi kirdar hai kahani ka
usi pe KHatm hai tasir bewafai ki

(689) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHuda Ne Laj Rakhi Meri Be-nawai Ki written by Iqbal Ashhar at UrduPoint. KHuda Ne Laj Rakhi Meri Be-nawai Ki is one of the masterpieces written by Iqbal Ashhar. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Ashhar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Ashhar' above.

KHuda Ne Laj Rakhi Meri Be-nawai Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHuda Ne Laj Rakhi Meri Be-nawai Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.