Zawal-e-fikr-o-fan Tha Aur Main Tha, Urdu Ghazal By Iqbal Asif

Zawal-e-fikr-o-fan Tha Aur Main Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Asif. Zawal-e-fikr-o-fan Tha Aur Main Tha comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Zawal-e-fikr-o-fan Tha Aur Main Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زوال فکر و فن تھا اور میں تھا

اقبال آصف

زوال فکر و فن تھا اور میں تھا

عجب قحط سخن تھا اور میں تھا

پرانے لفظ تفسیریں نئی تھیں

غزل کا بانکپن تھا اور میں تھا

عجب روداد تھی میرے سفر کی

لباس بے شکن تھا اور میں تھا

سزا تھی امتحاں تھا کیا پتہ اک

سلگتا اگنی بن تھا اور میں تھا

وہی اس کی شکایت تھی پرانی

وہی میرا چلن تھا اور میں تھا

وہی مٹی وہی پانی ہوا تھی

وہی میرا وطن تھا اور میں تھا

وہ اک لمحہ کہ میرے سر پہ آصفؔ

بہت دشوار کن تھا اور میں تھا

اقبال آصف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zawal-e-fikr-o-fan Tha Aur Main Tha

Iqbal Asif

zawal-e-fikr-o-fan tha aur main tha
ajab qaht-e-suKHan tha aur main tha

purane lafz tafsiren nai thin
ghazal ka bankpan tha aur main tha

ajab rudad thi mere safar ki
libas-e-be-shikan tha aur main tha

saza thi imtihan tha kya pata ek
sulagta agni ban tha aur main tha

wahi us ki shikayat thi purani
wahi mera chalan tha aur main tha

wahi miTTi wahi pani hawa thi
wahi mera watan tha aur main tha

wo ek lamha ki mere sar pe 'asif'
bahut dushwar-kun tha aur main tha

(484) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zawal-e-fikr-o-fan Tha Aur Main Tha written by Iqbal Asif at UrduPoint. Zawal-e-fikr-o-fan Tha Aur Main Tha is one of the masterpieces written by Iqbal Asif. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Asif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Asif' above.

Zawal-e-fikr-o-fan Tha Aur Main Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zawal-e-fikr-o-fan Tha Aur Main Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.