Hasb-e-mamul Aae Hain ShaKHon Mein Phul Ab Ke Baras, Urdu Ghazal By Iqbal Mahir

Hasb-e-mamul Aae Hain ShaKHon Mein Phul Ab Ke Baras is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Mahir. Hasb-e-mamul Aae Hain ShaKHon Mein Phul Ab Ke Baras comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hasb-e-mamul Aae Hain ShaKHon Mein Phul Ab Ke Baras on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حسب معمول آئے ہیں شاخوں میں پھول اب کے برس

اقبال ماہر

حسب معمول آئے ہیں شاخوں میں پھول اب کے برس

سایہ افگن ہیں مگر ان پر ببول اب کے برس

اس طرح بدلا محبت کا اصول اب کے برس

ہم بھی ہیں مغموم تم بھی ہو ملول اب کے برس

جھونپڑوں سے کٹ کے چاندی کے بگولے چل دیئے

بالا بالا اڑ گئی سونے کی دھول اب کے برس

اتنے غم اتنے مسائل اتنے عنوان سخن

ہے جدا ہر شعر کی شان نزول اب کے برس

کٹ گئیں صدیاں اسی موہوم سی امید پر

آسماں سے ہوگا رحمت کا نزول اب کے برس

مٹ گئی تحریر قسمت اٹھ گئے انجم شناس

عقل خود کرتی ہے تدبیر حصول اب کے برس

انقلاب آثار ہے رفتار ماہ و سال کی

کچھ تو بدلے گا زمانے کا اصول اب کے برس

اقبال ماہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hasb-e-mamul Aae Hain ShaKHon Mein Phul Ab Ke Baras

Iqbal Mahir

hasb-e-mamul aae hain shaKHon mein phul ab ke baras
saya-afgan hain magar un par babul ab ke baras

is tarah badla mohabbat ka usul ab ke baras
hum bhi hain maghmum tum bhi ho malul ab ke baras

jhonpaDon se kaT ke chandi ke bagule chal diye
baala baala uD gai sone ki dhul ab ke baras

itne gham itne masail itne unwan-e-soKHan
hai juda har sher ki shan-e-nuzul ab ke baras

kaT gain sadiyan isi mauhum si ummid par
aasman se hoga rahmat ka nuzul ab ke baras

miT gai tahrir-e-qismat uTh gae anjum-shanas
aql KHud karti hai tadbir-e-husul ab ke baras

inqilab-asar hai raftar mah-o-sal ki
kuchh to badlega zamane ka usul ab ke baras

(319) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hasb-e-mamul Aae Hain ShaKHon Mein Phul Ab Ke Baras written by Iqbal Mahir at UrduPoint. Hasb-e-mamul Aae Hain ShaKHon Mein Phul Ab Ke Baras is one of the masterpieces written by Iqbal Mahir. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Mahir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Mahir' above.

Hasb-e-mamul Aae Hain ShaKHon Mein Phul Ab Ke Baras is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hasb-e-mamul Aae Hain ShaKHon Mein Phul Ab Ke Baras, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.