Junun Mein Hum Rah-e-KHauf-e-KHatar Se Guzre Hain, Urdu Ghazal By Iqbal Mahir

Junun Mein Hum Rah-e-KHauf-e-KHatar Se Guzre Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Mahir. Junun Mein Hum Rah-e-KHauf-e-KHatar Se Guzre Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Junun Mein Hum Rah-e-KHauf-e-KHatar Se Guzre Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جنوں میں ہم رہ خوف و خطر سے گزرے ہیں

اقبال ماہر

جنوں میں ہم رہ خوف و خطر سے گزرے ہیں

جدھر سے کوئی نہ گزرے ادھر سے گزرے ہیں

صف صلیب جہاں انتظار کرتی تھی

مسیح وقت اسی رہ گزر سے گزرے ہیں

میں ڈوب ڈوب کے ابھرا ہوں ہر تلاطم سے

ہزار سیل رواں میرے سر سے گزرے ہیں

جو کل تھے بیٹھے ہوئے گیسوؤں کے سائے میں

وہ آج تپتی ہوئی رہ گزر سے گزرے ہیں

سکوت شام میں یادوں کے کارواں ماہرؔ

دل تباہ کے اجڑے نگر سے گزرے ہیں

اقبال ماہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Junun Mein Hum Rah-e-KHauf-e-KHatar Se Guzre Hain

Iqbal Mahir

junun mein hum rah-e-KHauf-e-KHatar se guzre hain
jidhar se koi na guzre udhar se guzre hain

saf-e-salib jahan intizar karti thi
masih-e-waqt usi rahguzar se guzre hain

main Dub Dub ke ubhra hun har talatum se
hazar sail-e-rawan mere sar se guzre hain

jo kal the baiThe hue gesuon ke sae mein
wo aaj tapti hui rahguzar se guzre hain

sukut-e-sham mein yaadon ke karwan 'mahir'
dil-e-tabah ke ujDe nagar se guzre hain

(437) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Junun Mein Hum Rah-e-KHauf-e-KHatar Se Guzre Hain written by Iqbal Mahir at UrduPoint. Junun Mein Hum Rah-e-KHauf-e-KHatar Se Guzre Hain is one of the masterpieces written by Iqbal Mahir. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Mahir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Mahir' above.

Junun Mein Hum Rah-e-KHauf-e-KHatar Se Guzre Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Junun Mein Hum Rah-e-KHauf-e-KHatar Se Guzre Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.