Pata Kaise Chale Duniya Ko Qasr-e-dil Ke Jalne Ka, Urdu Ghazal By Iqbal Sajid

Pata Kaise Chale Duniya Ko Qasr-e-dil Ke Jalne Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Sajid. Pata Kaise Chale Duniya Ko Qasr-e-dil Ke Jalne Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Pata Kaise Chale Duniya Ko Qasr-e-dil Ke Jalne Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پتہ کیسے چلے دنیا کو قصر دل کے جلنے کا

اقبال ساجد

پتہ کیسے چلے دنیا کو قصر دل کے جلنے کا

دھوئیں کو راستہ ملتا نہیں باہر نکلنے کا

بتا پھولوں کی مسند سے اتر کے تجھ پہ کیا گزری

مرا کیا میں تو عادی ہو گیا کانٹوں پہ چلنے کا

مرے گھر سے زیادہ دور صحرا بھی نہیں لیکن

اداسی نام ہی لیتی نہیں باہر نکلنے کا

چڑھے گا زہر خوشبو کا اسے آہستہ آہستہ

کبھی بھگتے گا وہ خمیازہ پھولوں کو مسلنے کا

مسلسل جاگنے کے بعد خواہش روٹھ جاتی ہے

چلن سیکھا ہے بچے کی طرح اس نے مچلنے کا

زر دل لے کے پہنچا تھا متاع جاں بھی کھو بیٹھا

دیا اس نے نہ موقع بھی کف افسوس ملنے کا

خوشی سے کون کرتا ہے غموں کی پرورش ساجدؔ

کسے ہے شوق لوگو درد کے سانچے میں ڈھلنے کا

اقبال ساجد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pata Kaise Chale Duniya Ko Qasr-e-dil Ke Jalne Ka

Iqbal Sajid

pata kaise chale duniya ko qasr-e-dil ke jalne ka
dhuen ko rasta milta nahin bahar nikalne ka

bata phulon ki masnad se utar ke tujh pe kya guzri
mera kya main to aadi ho gaya kanTon pe chalne ka

mere ghar se ziyaada dur sahra bhi nahin lekin
udasi nam hi leti nahin bahar nikalne ka

chaDhega zahr KHushbu ka use aahista aahista
kabhi bhugtega wo KHamyaza phulon ko masalne ka

musalsal jagne ke baad KHwahish ruTh jati hai
chalan sikha hai bachche ki tarah us ne machalne ka

zar-e-dil le ke pahuncha tha mata-e-jaan bhi kho baiTha
diya us ne na mauqa bhi kaf-e-afsos milne ka

KHushi se kaun karta hai ghamon ki parwarish 'sajid'
kise hai shauq logo dard ke sanche mein Dhalne ka

(460) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Pata Kaise Chale Duniya Ko Qasr-e-dil Ke Jalne Ka written by Iqbal Sajid at UrduPoint. Pata Kaise Chale Duniya Ko Qasr-e-dil Ke Jalne Ka is one of the masterpieces written by Iqbal Sajid. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Sajid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Sajid' above.

Pata Kaise Chale Duniya Ko Qasr-e-dil Ke Jalne Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Pata Kaise Chale Duniya Ko Qasr-e-dil Ke Jalne Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.