Paband-e-gham-e-ulfat Hi Rahe Go Dard-e-dahindan Aur Sahi, Urdu Ghazal By Irfan Ahmad Mir

Paband-e-gham-e-ulfat Hi Rahe Go Dard-e-dahindan Aur Sahi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Irfan Ahmad Mir. Paband-e-gham-e-ulfat Hi Rahe Go Dard-e-dahindan Aur Sahi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Paband-e-gham-e-ulfat Hi Rahe Go Dard-e-dahindan Aur Sahi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پابند غم الفت ہی رہے گو درد دہنداں اور سہی

عرفان احمد میر

پابند غم الفت ہی رہے گو درد دہنداں اور سہی

اشکوں کی روانی تھم نہ سکی آنکھوں کے تھے ارماں اور سہی

آداب چمن انجام تو دے گل سے نہ ہٹا تتلی کو صبا

الفت کی حیا محفوظ رہے گو تجھ میں ہوں طوفاں اور سہی

ہو سعئ کرم غیروں پہ اگر اپنوں پہ مذاق عام نہ ہو

ہم راہ میں ہیں ٹھوکر ہی تو دے منزل کے ہوں شایاں اور سہی

اس دشت وفا میں قیس بھی ہے اور شیخ بھی ہے مشتاق ملن

جو وصل نہیں تو کیا غم ہے کچھ لمحے عباراں اور سہی

اک گل جو گرا برنائی میں بلبل کو یہی افسوس رہا

مشغول رہا غم خواری میں ہوں فصل بہاراں اور سہی

انداز صبا سے واقف ہوں اور ربط بحر سے بھی بالغ

رخ موڑ کے چلنا جینا ہے خواہ اس کے ہوں پایاں اور سہی

عرفان احمد میر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Paband-e-gham-e-ulfat Hi Rahe Go Dard-e-dahindan Aur Sahi

Irfan Ahmad Mir

paband-e-gham-e-ulfat hi rahe go dard-e-dahindan aur sahi
ashkon ki rawani tham na saki aankhon ke the arman aur sahi

aadab-e-chaman anjam to de gul se na haTa titli ko saba
ulfat ki haya mahfuz rahe go tujh mein hon tufan aur sahi

ho sai-e-karam ghairon pe agar apnon pe mazaq-e-am na ho
hum rah mein hain Thokar hi to de manzil ke hon shayan aur sahi

is dasht-e-wafa mein qais bhi hai aur shaiKH bhi hai mushtaq-e-milan
jo wasl nahin to kya gham hai kuchh lamhe ibaran aur sahi

ek gul jo gira barnai mein bulbul ko yahi afsos raha
mashghul raha gham-KHwari mein hon fasl-e-bahaaran aur sahi

andaz-e-saba se waqif hun aur rabt-e-bahar se bhi baaligh
ruKH moD ke chalna jina hai KHwah us ke hon payan aur sahi

(568) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Paband-e-gham-e-ulfat Hi Rahe Go Dard-e-dahindan Aur Sahi written by Irfan Ahmad Mir at UrduPoint. Paband-e-gham-e-ulfat Hi Rahe Go Dard-e-dahindan Aur Sahi is one of the masterpieces written by Irfan Ahmad Mir. You can also find the complete poetry collection of Irfan Ahmad Mir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Irfan Ahmad Mir' above.

Paband-e-gham-e-ulfat Hi Rahe Go Dard-e-dahindan Aur Sahi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Paband-e-gham-e-ulfat Hi Rahe Go Dard-e-dahindan Aur Sahi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.