Hazar Ranj-e-safar Hai Hazar Ke Hote Hue, Urdu Ghazal By Irfan Waheed

Hazar Ranj-e-safar Hai Hazar Ke Hote Hue is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Irfan Waheed. Hazar Ranj-e-safar Hai Hazar Ke Hote Hue comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hazar Ranj-e-safar Hai Hazar Ke Hote Hue on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہزار رنج سفر ہے حضر کے ہوتے ہوئے

عرفان وحید

ہزار رنج سفر ہے حضر کے ہوتے ہوئے

یہ کیسی خانہ بدوشی ہے گھر کے ہوتے ہوئے

وہ حبس جاں ہے برسنے سے بھی جو کم نہ ہوا

گھٹن غضب کی ہے اک چشم تر کے ہوتے ہوئے

مرے وجود کو پیکر کی ہے تلاش ابھی

میں خاک ہوں ہنر کوزہ گر کے ہوتے ہوئے

سحر اجالنے والے کرن کرن کے لیے

ترس رہے ہیں فروغ سحر کے ہوتے ہوئے

ہر انکشاف ہے اک انکشاف لا علمی

کمال بے خبری ہے خبر کے ہوتے ہوئے

گریزاں مجھ سے رہا ہے یہ سایۂ دیوار

میں دھوپ دھوپ جلا ہوں شجر کے ہوتے ہوئے

ہم اس سے مل کے کریں عرض حال کچھ عرفانؔ

محال ہے یہ دل حیلہ گر کے ہوتے ہوئے

عرفان وحید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hazar Ranj-e-safar Hai Hazar Ke Hote Hue

Irfan Waheed

hazar ranj-e-safar hai hazar ke hote hue
ye kaisi KHana-badoshi hai ghar ke hote hue

wo habs-e-jaan hai barasne se bhi jo kam na hua
ghuTan ghazab ki hai ek chashm-e-tar ke hote hue

mere wajud ko paikar ki hai talash abhi
main KHak hun hunar-e-kuzah-gar ke hote hue

sahar ujalne wale kiran kiran ke liye
taras rahe hain farogh-e-sahar ke hote hue

har inkishaf hai ek inkishaf-e-la-ilmi
kamal-e-be-KHabari hai KHabar ke hote hue

gurezan mujh se raha hai ye saya-e-diwar
main dhup dhup jala hun shajar ke hote hue

hum us se mil ke karen arz-e-haal kuchh 'irfan'
muhaal hai ye dil-e-hila-gar ke hote hue

(561) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hazar Ranj-e-safar Hai Hazar Ke Hote Hue written by Irfan Waheed at UrduPoint. Hazar Ranj-e-safar Hai Hazar Ke Hote Hue is one of the masterpieces written by Irfan Waheed. You can also find the complete poetry collection of Irfan Waheed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Irfan Waheed' above.

Hazar Ranj-e-safar Hai Hazar Ke Hote Hue is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hazar Ranj-e-safar Hai Hazar Ke Hote Hue, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.