Har-chand Ki Insaf Ka KHwahan Bhi Wahi Hai, Urdu Ghazal By Irfan Waheed

Har-chand Ki Insaf Ka KHwahan Bhi Wahi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Irfan Waheed. Har-chand Ki Insaf Ka KHwahan Bhi Wahi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har-chand Ki Insaf Ka KHwahan Bhi Wahi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر چند کہ انصاف کا خواہاں بھی وہی ہے

عرفان وحید

ہر چند کہ انصاف کا خواہاں بھی وہی ہے

قاتل بھی وہی اور نگہباں بھی وہی ہے

بربادیٔ گلشن کا جو سامان بنا تھا

بربادیٔ گلشن پہ پشیماں بھی وہی ہے

ہے نسبت نومیدیٔ تاریکیٔ شب جو

اک مژدۂ امید فروزاں بھی وہی ہے

پانی میں تلاطم بھی اسی چاند کے باعث

اور اپنی ادا دیکھ کے حیراں بھی وہی ہے

تطہیر سیاست کا بھی دعویٰ ہے اسی کو

تنقید حکومت سے گریزاں بھی وہی ہے

مشکل ہے مفر وحشت تنہائی سے عرفانؔ

جو قریہ ہے آباد بیاباں بھی وہی ہے

عرفان وحید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har-chand Ki Insaf Ka KHwahan Bhi Wahi Hai

Irfan Waheed

har-chand ki insaf ka KHwahan bhi wahi hai
qatil bhi wahi aur nigahban bhi wahi hai

barbaadi-e-gulshan ka jo saman bana tha
barbaadi-e-gulshan pe pasheman bhi wahi hai

hai nisbat-e-naumidi-e-tariki-e-shab jo
ek muzhda-e-ummid-e-farozan bhi wahi hai

pani mein talatum bhi usi chand ke bais
aur apni ada dekh ke hairan bhi wahi hai

tathir-e-siyasat ka bhi dawa hai usi ko
tanqid-e-hukumat se gurezan bhi wahi hai

mushkil hai mafar wahshat-e-tanhai se 'irfan'
jo qarya hai aabaad bayaban bhi wahi hai

(507) ووٹ وصول ہوئے

You can read Har-chand Ki Insaf Ka KHwahan Bhi Wahi Hai written by Irfan Waheed at UrduPoint. Har-chand Ki Insaf Ka KHwahan Bhi Wahi Hai is one of the masterpieces written by Irfan Waheed. You can also find the complete poetry collection of Irfan Waheed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Irfan Waheed' above.

Har-chand Ki Insaf Ka KHwahan Bhi Wahi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har-chand Ki Insaf Ka KHwahan Bhi Wahi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.