Aahang Nai Rut Ka Mila Sham Se Pahle, Urdu Ghazal By Irshad Anjum

Aahang Nai Rut Ka Mila Sham Se Pahle is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Irshad Anjum. Aahang Nai Rut Ka Mila Sham Se Pahle comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aahang Nai Rut Ka Mila Sham Se Pahle on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آہنگ نئی رت کا ملا شام سے پہلے

ارشاد انجم

آہنگ نئی رت کا ملا شام سے پہلے

تب میں نے بھی اک شعر کہا شام سے پہلے

اے چارہ گرو رات کی پوشاک اتارو

محسوس کرو درد مرا شام سے پہلے

اس گھر کی تباہی پہ بہت ٹوٹ کے روئے

وہ جس کا دریچہ نہ کھلا شام سے پہلے

جب جب بھی ضرورت کے تقاضے نہ ہوں پورے

ڈر لگتا ہے ہر روز نیا شام سے پہلے

دلی میں اور اس دل میں کوئی فرق نہیں ہے

اجڑا ہے اجالے میں لٹا شام سے پہلے

دشمن ہی نہیں یاروں کے چہرے بھی تھے اترے

جب میں نے ترا نام لیا شام سے پہلے

ارشاد انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aahang Nai Rut Ka Mila Sham Se Pahle

Irshad Anjum

aahang nai rut ka mila sham se pahle
tab main ne bhi ek sher kaha sham se pahle

ai chaaragaro raat ki poshak utaro
mahsus karo dard mera sham se pahle

us ghar ki tabahi pe bahut TuT ke roe
wo jis ka daricha na khula sham se pahle

jab jab bhi zarurat ke taqaze na hon pure
Dar lagta hai har roz naya sham se pahle

dilli mein aur is dil mein koi farq nahin hai
ujDa hai ujale mein luTa sham se pahle

dushman hi nahin yaron ke chehre bhi the utre
jab main ne tera nam liya sham se pahle

(401) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aahang Nai Rut Ka Mila Sham Se Pahle written by Irshad Anjum at UrduPoint. Aahang Nai Rut Ka Mila Sham Se Pahle is one of the masterpieces written by Irshad Anjum. You can also find the complete poetry collection of Irshad Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Irshad Anjum' above.

Aahang Nai Rut Ka Mila Sham Se Pahle is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aahang Nai Rut Ka Mila Sham Se Pahle, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.