Dard BaDhta Hai To Lagta Hai Dawa Sab Kuchh Hai, Urdu Ghazal By Irshad Anjum

Dard BaDhta Hai To Lagta Hai Dawa Sab Kuchh Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Irshad Anjum. Dard BaDhta Hai To Lagta Hai Dawa Sab Kuchh Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard BaDhta Hai To Lagta Hai Dawa Sab Kuchh Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد بڑھتا ہے تو لگتا ہے دوا سب کچھ ہے

ارشاد انجم

درد بڑھتا ہے تو لگتا ہے دوا سب کچھ ہے

میں اسے کیسے بتاؤں وہ مرا سب کچھ ہے

یہ الگ بات کہیں نام نہ آیا اس کا

میں نے جس شخص کے بارے میں لکھا سب کچھ ہے

دل اسی شخص سے اک آس لگا بیٹھا ہے

جس کے دامن میں محبت کے سوا سب کچھ ہے

رات کہرام مچایا تھا چراغوں نے بہت

یہ کوئی بول نہ پایا کہ ہوا سب کچھ ہے

ارشاد انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard BaDhta Hai To Lagta Hai Dawa Sab Kuchh Hai

Irshad Anjum

dard baDhta hai to lagta hai dawa sab kuchh hai
main use kaise bataun wo mera sab kuchh hai

ye alag baat kahin nam na aaya us ka
main ne jis shaKHs ke bare mein likha sab kuchh hai

dil usi shaKHs se ek aas laga baiTha hai
jis ke daman mein mohabbat ke siwa sab kuchh hai

raat kohram machaya tha charaghon ne bahut
ye koi bol na paya ki hua sab kuchh hai

(495) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard BaDhta Hai To Lagta Hai Dawa Sab Kuchh Hai written by Irshad Anjum at UrduPoint. Dard BaDhta Hai To Lagta Hai Dawa Sab Kuchh Hai is one of the masterpieces written by Irshad Anjum. You can also find the complete poetry collection of Irshad Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Irshad Anjum' above.

Dard BaDhta Hai To Lagta Hai Dawa Sab Kuchh Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard BaDhta Hai To Lagta Hai Dawa Sab Kuchh Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.