Kabhi Sanjidgi Se Dekh Dil-awez Hote Hain, Urdu Ghazal By Irshad Anjum

Kabhi Sanjidgi Se Dekh Dil-awez Hote Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Irshad Anjum. Kabhi Sanjidgi Se Dekh Dil-awez Hote Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Sanjidgi Se Dekh Dil-awez Hote Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی سنجیدگی سے دیکھ دل آویز ہوتے ہیں

ارشاد انجم

کبھی سنجیدگی سے دیکھ دل آویز ہوتے ہیں

وہی لہجے جو خنجر سے زیادہ تیز ہوتے ہیں

مکمل ختم ہوتی ہی نہیں نفرت محبت سے

مرض جاتا دوا سے ہے مگر پرہیز ہوتے ہیں

انہیں میں کامیابی کے عناصر ڈھونڈھتا ہوں میں

وہ لمحے زندگی میں جو شکن آمیز ہوتے ہیں

میں دل میں چاہ کر بھی اور کچھ رکھ ہی نہیں پاتا

اس الماری میں بس یادوں کے دستاویز ہوتے ہیں

ہمیں تو زندگی کے زاویوں سے ہٹ کے جینا ہے

کہ جب موسم نہیں ہوتا تو ہم زرخیز ہوتے ہیں

ارشاد انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Sanjidgi Se Dekh Dil-awez Hote Hain

Irshad Anjum

kabhi sanjidgi se dekh dil-awez hote hain
wahi lahje jo KHanjar se ziyaada tez hote hain

mukammal KHatm hoti hi nahin nafrat mohabbat se
maraz jata dawa se hai magar parhez hote hain

unhin mein kaamyabi ke anasir DhunDhta hun main
wo lamhe zindagi mein jo shikan-amez hote hain

main dil mein chah kar bhi aur kuchh rakh hi nahin pata
is almari mein bas yaadon ke dastawez hote hain

hamein to zindagi ke zawiyon se haT ke jina hai
ki jab mausam nahin hota to hum zarKHez hote hain

(460) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kabhi Sanjidgi Se Dekh Dil-awez Hote Hain written by Irshad Anjum at UrduPoint. Kabhi Sanjidgi Se Dekh Dil-awez Hote Hain is one of the masterpieces written by Irshad Anjum. You can also find the complete poetry collection of Irshad Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Irshad Anjum' above.

Kabhi Sanjidgi Se Dekh Dil-awez Hote Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Sanjidgi Se Dekh Dil-awez Hote Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.