Jab KHasare Hi Ka Sarmaya Hun Main, Urdu Ghazal By Ishaq Virdag

Jab KHasare Hi Ka Sarmaya Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ishaq Virdag. Jab KHasare Hi Ka Sarmaya Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab KHasare Hi Ka Sarmaya Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب خسارے ہی کا سرمایہ ہوں میں

اسحاق وردگ

جب خسارے ہی کا سرمایہ ہوں میں

پھر زمیں پر کس لیے آیا ہوں میں

ٹوٹے کرداروں کا ملبہ جوڑ کر

اک نیا قصہ بنا لایا ہوں میں

خواب تک تو ٹھیک تھا لیکن میاں

جاگنے کے بعد گھبرایا ہوں میں

جس کی بنیادوں میں شب کا حسن ہے

ایسی کالی دھوپ کا سایہ ہوں میں

اپنی ہی مرضی سے واپس جانے دے

دیکھ تیرے حکم پر آیا ہوں میں

اے پشاور آخری کوشش ہے یہ

خواب سے اک فاختہ لایا ہوں میں

اسحاق وردگ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab KHasare Hi Ka Sarmaya Hun Main

Ishaq Virdag

jab KHasare hi ka sarmaya hun main
phir zamin par kis liye aaya hun main

TuTe kirdaron ka malba joD kar
ek naya qissa bana laya hun mein

KHwab tak to Thik tha lekin miyan
jagne ke baad ghabraya hun main

jis ki buniyaadon mein shab ka husn hai
aisi kali dhup ka saya hun main

apni hi marzi se wapas jaane de
dekh tere hukm par aaya hun main

a peshawar aaKHiri koshish hai ye
KHwab se ek faKHta laya hun main

(719) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab KHasare Hi Ka Sarmaya Hun Main written by Ishaq Virdag at UrduPoint. Jab KHasare Hi Ka Sarmaya Hun Main is one of the masterpieces written by Ishaq Virdag. You can also find the complete poetry collection of Ishaq Virdag by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ishaq Virdag' above.

Jab KHasare Hi Ka Sarmaya Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab KHasare Hi Ka Sarmaya Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.