Kaghaz Ke Bane Phul Jo Gul-dan Mein Rakhna, Urdu Ghazal By Ishaq Virdag

Kaghaz Ke Bane Phul Jo Gul-dan Mein Rakhna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ishaq Virdag. Kaghaz Ke Bane Phul Jo Gul-dan Mein Rakhna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaghaz Ke Bane Phul Jo Gul-dan Mein Rakhna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کاغذ کے بنے پھول جو گلدان میں رکھنا

اسحاق وردگ

کاغذ کے بنے پھول جو گلدان میں رکھنا

تتلی کی اداسی کو بھی امکان میں رکھنا

میں عشق ہوں اور میرا نہیں کوئی ٹھکانہ

اے حسن مجھے دیدۂ حیران میں رکھنا

شاید میں کسی اور زمانے میں بھی آؤں

ممکن تو نہیں ہے مگر امکان میں رکھنا

اب مرکزی کردار تمہارا ہے مرے دوست

تم میری کہانی کو ذرا دھیان میں رکھنا

یہ راہ محبت تو فقط بند گلی ہے

آسان سے رستے کو بھی سامان میں رکھنا

اسحاق وردگ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaghaz Ke Bane Phul Jo Gul-dan Mein Rakhna

Ishaq Virdag

kaghaz ke bane phul jo gul-dan mein rakhna
titli ki udasi ko bhi imkan mein rakhna

main ishq hun aur mera nahin koi Thikana
ai husn mujhe dida-e-hairan mein rakhna

shayad main kisi aur zamane mein bhi aaun
mumkin to nahin hai magar imkan mein rakhna

ab markazi kirdar tumhaara hai mere dost
tum meri kahani ko zara dhyan mein rakhna

ye rah-e-mohabbat to faqat band gali hai
aasan se raste ko bhi saman mein rakhna

(479) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaghaz Ke Bane Phul Jo Gul-dan Mein Rakhna written by Ishaq Virdag at UrduPoint. Kaghaz Ke Bane Phul Jo Gul-dan Mein Rakhna is one of the masterpieces written by Ishaq Virdag. You can also find the complete poetry collection of Ishaq Virdag by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ishaq Virdag' above.

Kaghaz Ke Bane Phul Jo Gul-dan Mein Rakhna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaghaz Ke Bane Phul Jo Gul-dan Mein Rakhna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.