KHurshid-ru Ki Sohbat Jo Ab Nahin To Phir Kab, Urdu Ghazal By Ishq Aurangabadi

KHurshid-ru Ki Sohbat Jo Ab Nahin To Phir Kab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ishq Aurangabadi. KHurshid-ru Ki Sohbat Jo Ab Nahin To Phir Kab comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHurshid-ru Ki Sohbat Jo Ab Nahin To Phir Kab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خورشید رو کی صحبت جو اب نہیں تو پھر کب

عشق اورنگ آبادی

خورشید رو کی صحبت جو اب نہیں تو پھر کب

شبنم کی طرح قربت جو اب نہیں تو پھر کب

ذرے کی طرح مجھ پر اک مہر کی نظر کر

دیکھے وہ مہر طلعت جو اب نہیں تو پھر کب

جوڑا ہے زعفرانی اس گل بدن کے بر میں

خوش ہو مری طبیعت جو اب نہیں تو پھر کب

آلودہ دامنی کو دھونے کو منتظر ہوں

بارش دے ابر رحمت جو اب نہیں تو پھر کب

اس باغ میں دو روزہ ہے عشق زندگانی

گل کی طرح بشاشت جو اب نہیں تو پھر کب

عشق اورنگ آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHurshid-ru Ki Sohbat Jo Ab Nahin To Phir Kab

Ishq Aurangabadi

KHurshid-ru ki sohbat jo ab nahin to phir kab
shabnam ki tarah qurbat jo ab nahin to phir kab

zarre ki tarah mujh par ek mahr ki nazar kar
dekhe wo mehr-e-talat jo ab nahin to phir kab

joDa hai zafrani us gul-badan ke bar mein
KHush ho meri tabiat jo ab nahin to phir kab

aaluda-damani ko dhone ko muntazir hun
barish de abr-e-rahmat jo ab nahin to phir kab

is bagh mein do-roza hai ishq-e-zindagani
gul ki tarah bashashat jo ab nahin to phir kab

(406) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHurshid-ru Ki Sohbat Jo Ab Nahin To Phir Kab written by Ishq Aurangabadi at UrduPoint. KHurshid-ru Ki Sohbat Jo Ab Nahin To Phir Kab is one of the masterpieces written by Ishq Aurangabadi. You can also find the complete poetry collection of Ishq Aurangabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ishq Aurangabadi' above.

KHurshid-ru Ki Sohbat Jo Ab Nahin To Phir Kab is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHurshid-ru Ki Sohbat Jo Ab Nahin To Phir Kab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.