KHurshid-ru Ke Mahr Ki Jis Par Nigah Ho, Urdu Ghazal By Ishq Aurangabadi

KHurshid-ru Ke Mahr Ki Jis Par Nigah Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ishq Aurangabadi. KHurshid-ru Ke Mahr Ki Jis Par Nigah Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHurshid-ru Ke Mahr Ki Jis Par Nigah Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خورشید رو کے مہر کی جس پر نگاہ ہو

عشق اورنگ آبادی

خورشید رو کے مہر کی جس پر نگاہ ہو

طالع اسی کا خلق میں رخشندہ ماہ ہو

دشمن ہیں دین و دل کے بتاں دیکھ بے خبر

اس طرح کیجو ربط کہ جس میں نباہ ہو

ہرگز نہ عیب حسن کہے کس کے منہ پہ صاف

کر آئینہ مرا دل روشن نگاہ ہو

رہتا ہے دل تو اس کے زنخداں کے چاہ بیچ

نیں ہے بعید اس کو بھی گر دل کی چاہ ہو

آساں صراط حشر سے ہو ایک پل میں پار

گر ساتھ عشق عاصیؔ کے فضل الہ ہو

عشق اورنگ آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHurshid-ru Ke Mahr Ki Jis Par Nigah Ho

Ishq Aurangabadi

KHurshid-ru ke mahr ki jis par nigah ho
tale usi ka KHalq mein raKHshanda-mah ho

dushman hain din o dil ke butan dekh be-KHabar
is tarah kijo rabt ki jis mein nibah ho

hargiz na aib-e-husn kahe kis ke munh pe saf
kar aaina mera dil-e-raushan nigah ho

rahta hai dil to us ke zanaKHdan ke chah bich
nin hai baid us ko bhi gar dil ki chah ho

aasan siraat-e-hashr se ho ek pal mein par
gar sath 'ishq'-e-asi ke fazl-e-ilah ho

(423) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHurshid-ru Ke Mahr Ki Jis Par Nigah Ho written by Ishq Aurangabadi at UrduPoint. KHurshid-ru Ke Mahr Ki Jis Par Nigah Ho is one of the masterpieces written by Ishq Aurangabadi. You can also find the complete poetry collection of Ishq Aurangabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ishq Aurangabadi' above.

KHurshid-ru Ke Mahr Ki Jis Par Nigah Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHurshid-ru Ke Mahr Ki Jis Par Nigah Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.