Rakhta Hun Talai Rang Aur Ashk Bhi Moti Hai, Urdu Ghazal By Ishq Aurangabadi

Rakhta Hun Talai Rang Aur Ashk Bhi Moti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ishq Aurangabadi. Rakhta Hun Talai Rang Aur Ashk Bhi Moti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rakhta Hun Talai Rang Aur Ashk Bhi Moti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رکھتا ہوں طلائی رنگ اور اشک بھی موتی ہے

عشق اورنگ آبادی

رکھتا ہوں طلائی رنگ اور اشک بھی موتی ہے

منعم کے بھی گھر آخر دولت یہی ہوتی ہے

سنبل کی پریشانی کب کم تھی کہ پھر تس پر

شبنم جو سرشک اس کے مژگاں میں پروتی ہے

عالی سے میں جا پوچھا کیا واقعہ یاں گزرا

گل چاک گریباں ہے شبنم ہے کہ روتی ہے

دم سرد ہی وہ بھر کر یہ مجھ سے لگا کہنے

ہر صبح گلستاں کی حالت یہی ہوتی ہے

عشقؔ اپنی فنا کا خوف سرکش کے نہیں دل میں

کب شمع یہ ہے روشن جو صبح بھی ہوتی ہے

عشق اورنگ آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rakhta Hun Talai Rang Aur Ashk Bhi Moti Hai

Ishq Aurangabadi

rakhta hun talai rang aur ashk bhi moti hai
munim ke bhi ghar aaKHir daulat yahi hoti hai

sumbul ki pareshani kab kam thi ki phir tis par
shabnam jo sarishk us ke mizhgan mein piroti hai

aali se main ja puchha kya waqia yan guzra
gul chaak-gareban hai shabnam hai ki roti hai

dam sard hi wo bhar kar ye mujh se laga kahne
har subh gulistan ki haalat yahi hoti hai

'ishq' apni fana ka KHauf sarkash ke nahin dil mein
kab shama ye hai raushan jo subh bhi hoti hai

(507) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rakhta Hun Talai Rang Aur Ashk Bhi Moti Hai written by Ishq Aurangabadi at UrduPoint. Rakhta Hun Talai Rang Aur Ashk Bhi Moti Hai is one of the masterpieces written by Ishq Aurangabadi. You can also find the complete poetry collection of Ishq Aurangabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ishq Aurangabadi' above.

Rakhta Hun Talai Rang Aur Ashk Bhi Moti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rakhta Hun Talai Rang Aur Ashk Bhi Moti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.