Aish Ke Jalse Hujum Aalam Ke, Urdu Ghazal By Ismail Merathi

Aish Ke Jalse Hujum Aalam Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ismail Merathi. Aish Ke Jalse Hujum Aalam Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aish Ke Jalse Hujum Aalam Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عیش کے جلسے ہجوم آلام کے

اسماعیل میرٹھی

عیش کے جلسے ہجوم آلام کے

شعبدے ہیں گردش ایام کے

ہمت مردانہ تجھ کو آفریں

کر کے چھوڑا سر ہوئے جس کام کے

صبح کے بھولے تو آئے شام کو

دیکھیے کب آئیں بھولے شام کے

تو ہی کر تکلیف او پیک صبا

منتظر ہیں وہ مرے پیغام کے

حاشا للہ مے کدہ کے کاسے لیں

معتقد ہوں زاہد علام کے

مٹ گئی ہے دل سے آزادی کی یاد

کتنے خوگر ہو گئے ہم دام کے

اب تو چرچے جا بجا ہونے لگے

واعظوں کی بانگ بے ہنگام کے

اسماعیل میرٹھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aish Ke Jalse Hujum Aalam Ke

Ismail Merathi

aish ke jalse hujum aalam ke
shobade hain gardish-e-ayyam ke

himmat-e-mardana tujh ko aafrin
kar ke chhoDa sar hue jis kaam ke

subh ke bhule to aae sham ko
dekhiye kab aaen bhule sham ke

tu hi kar taklif o paik-e-saba
muntazir hain wo mere paigham ke

hasha lillah mai-kade ke kase len
mo'taqid hun zahid-e-ullam ke

miT gai hai dil se aazadi ki yaad
kitne KHugar ho gae hum dam ke

ab to charche ja-ba-ja hone lage
waizon ki bang-e-be-hangam ke

(447) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aish Ke Jalse Hujum Aalam Ke written by Ismail Merathi at UrduPoint. Aish Ke Jalse Hujum Aalam Ke is one of the masterpieces written by Ismail Merathi. You can also find the complete poetry collection of Ismail Merathi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ismail Merathi' above.

Aish Ke Jalse Hujum Aalam Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aish Ke Jalse Hujum Aalam Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.