PaDi Hai Raat Koi Gham-shanas Bhi Nahin Hai, Urdu Ghazal By Ismail Raaz

PaDi Hai Raat Koi Gham-shanas Bhi Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ismail Raaz. PaDi Hai Raat Koi Gham-shanas Bhi Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read PaDi Hai Raat Koi Gham-shanas Bhi Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پڑی ہے رات کوئی غم شناس بھی نہیں ہے

اسماعیل راز

پڑی ہے رات کوئی غم شناس بھی نہیں ہے

شراب خانے میں آدھا گلاس بھی نہیں ہے

میں دل کو لے کے کہاں نکلوں اتنی رات گئے

مکان اس کا کہیں آس پاس بھی نہیں ہے

کسی بھی بات کو لے کر الجھتے رہتے ہیں

یہ ملنا جلنا ہم ایسوں کو راس بھی نہیں ہے

یہاں تو لڑکیاں اچھا سا گھر بھی چاہتی ہیں

ہمارے پاس تو اچھا لباس بھی نہیں ہے

یہ شہر تو بہت اچھا ہے اپنے گاؤں سے

کہ راہ چلتوں کا کوئی تراس بھی نہیں ہے

اسماعیل راز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

PaDi Hai Raat Koi Gham-shanas Bhi Nahin Hai

Ismail Raaz

paDi hai raat koi gham-shanas bhi nahin hai
sharab-KHane mein aadha gilas bhi nahin hai

main dil ko le ke kahan niklun itni raat gae
makan us ka kahin aas-pas bhi nahin hai

kisi bhi baat ko le kar ulajhte rahte hain
ye milna-julna hum aison ko ras bhi nahin hai

yahan to laDkiyan achchha sa ghar bhi chahti hain
hamare pas to achchha libas bhi nahin hai

ye shahr to bahut achchha hai apne ganw se
ki rah chalton ka koi taras bhi nahin hai

(777) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read PaDi Hai Raat Koi Gham-shanas Bhi Nahin Hai written by Ismail Raaz at UrduPoint. PaDi Hai Raat Koi Gham-shanas Bhi Nahin Hai is one of the masterpieces written by Ismail Raaz. You can also find the complete poetry collection of Ismail Raaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ismail Raaz' above.

PaDi Hai Raat Koi Gham-shanas Bhi Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like PaDi Hai Raat Koi Gham-shanas Bhi Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.