Ru-ba-ru Tere Bahut Der BiThaya Gaya Main, Urdu Ghazal By Ismail Raaz

Ru-ba-ru Tere Bahut Der BiThaya Gaya Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ismail Raaz. Ru-ba-ru Tere Bahut Der BiThaya Gaya Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ru-ba-ru Tere Bahut Der BiThaya Gaya Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

روبرو تیرے بہت دیر بٹھایا گیا میں

اسماعیل راز

روبرو تیرے بہت دیر بٹھایا گیا میں

وجد میں آیا نہیں وجد میں لایا گیا میں

سلسلہ ختم نہ ہوگا یہ دل آزاری کا

اس سے پہلے بھی کئی بار منایا گیا میں

یوں لگا سب نے گواہی دی کہ تو میرا ہے

جب ترے نام سے بستی میں ستایا گیا میں

جب جب اسرار مری ذات کے کھلنے سے رہے

چھیڑ کر ذکر ترا وجد میں لایا گیا میں

مجھ سے رستے میں ٹھہرنے کی اذیت پوچھو

ٹھوکریں مار کے رستے سے ہٹایا گیا میں

اسماعیل راز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ru-ba-ru Tere Bahut Der BiThaya Gaya Main

Ismail Raaz

ru-ba-ru tere bahut der biThaya gaya main
wajd mein aaya nahin wajd mein laya gaya main

silsila KHatm na hoga ye dil-azari ka
is se pahle bhi kai bar manaya gaya main

yun laga sab ne gawahi di ki tu mera hai
jab tere nam se basti mein sataya gaya main

jab jab asrar meri zat ke khulne se rahe
chheD kar zikr tera wajd mein laya gaya main

mujh se raste mein Thaharne ki aziyyat puchho
Thokaren mar ke raste se haTaya gaya main

(679) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ru-ba-ru Tere Bahut Der BiThaya Gaya Main written by Ismail Raaz at UrduPoint. Ru-ba-ru Tere Bahut Der BiThaya Gaya Main is one of the masterpieces written by Ismail Raaz. You can also find the complete poetry collection of Ismail Raaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ismail Raaz' above.

Ru-ba-ru Tere Bahut Der BiThaya Gaya Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ru-ba-ru Tere Bahut Der BiThaya Gaya Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.