Gira PaDa Ke Na Yun Tar Tar Kar Mujhko, Urdu Ghazal By Ismail Raaz

Gira PaDa Ke Na Yun Tar Tar Kar Mujhko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ismail Raaz. Gira PaDa Ke Na Yun Tar Tar Kar Mujhko comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gira PaDa Ke Na Yun Tar Tar Kar Mujhko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گرا پڑا کے نہ یوں تار تار کر مجھ کو

اسماعیل راز

گرا پڑا کے نہ یوں تار تار کر مجھ کو

مرے حوالے ہی کر دے پکار کر مجھ کو

مری تلاش میں کون آئے گا مرے اندر

یہیں پہ پھینک دیا جائے مار کر مجھ کو

میں جتنا قیمتی ہوں اتنا بد نصیب بھی ہوں

وہ سو رہا ہے گلے سے اتار کر مجھ کو

اسماعیل راز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gira PaDa Ke Na Yun Tar Tar Kar Mujhko

Ismail Raaz

gira paDa ke na yun tar tar kar mujh ko
mere hawale hi kar de pukar kar mujh ko

meri talash mein kaun aaega mere andar
yahin pe phenk diya jae mar kar mujh ko

main jitna qimti hun utna bad-nasib bhi hun
wo so raha hai gale se utar kar mujh ko

(700) ووٹ وصول ہوئے

You can read Gira PaDa Ke Na Yun Tar Tar Kar Mujhko written by Ismail Raaz at UrduPoint. Gira PaDa Ke Na Yun Tar Tar Kar Mujhko is one of the masterpieces written by Ismail Raaz. You can also find the complete poetry collection of Ismail Raaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ismail Raaz' above.

Gira PaDa Ke Na Yun Tar Tar Kar Mujhko is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gira PaDa Ke Na Yun Tar Tar Kar Mujhko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.