Jaan-e-fikr-o-fan Ab Bhi Ishq Ki Kahani Hai, Urdu Ghazal By Jafar Baluch

Jaan-e-fikr-o-fan Ab Bhi Ishq Ki Kahani Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jafar Baluch. Jaan-e-fikr-o-fan Ab Bhi Ishq Ki Kahani Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jaan-e-fikr-o-fan Ab Bhi Ishq Ki Kahani Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جان فکر و فن اب بھی عشق کی کہانی ہے

جعفر بلوچ

جان فکر و فن اب بھی عشق کی کہانی ہے

لفظ ہیں نئے لیکن داستاں پرانی ہے

زندگی کے افسانے ایک سے سہی لیکن

جو مری کہانی ہے وہ مری کہانی ہے

دیکھتا ہے رہ رہ کر منہ نگاہ والوں کا

مصرعۂ غریب اپنا نقش بے زبانی ہے

التفات فرمائیں یا تغافل اپنائیں

مدعا حسینوں کا صرف جاں ستانی ہے

پر خطا سہی جعفرؔ بے وفا سہی جعفرؔ

خیر تم سہی حق پر بات کیا بڑھانی ہے

جعفر بلوچ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaan-e-fikr-o-fan Ab Bhi Ishq Ki Kahani Hai

Jafar Baluch

jaan-e-fikr-o-fan ab bhi ishq ki kahani hai
lafz hain nae lekin dastan purani hai

zindagi ke afsane ek se sahi lekin
jo meri kahani hai wo meri kahani hai

dekhta hai rah rah kar munh nigah walon ka
misra-e-gharib apna naqsha-e-be-zabani hai

iltifat farmaen ya taghaful apnaen
muddaa hasinon ka sirf jaan-sitani hai

pur-KHata sahi 'jafar' be-wafa sahi 'jafar'
KHair tum sahi haq par baat kya baDhani hai

(372) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaan-e-fikr-o-fan Ab Bhi Ishq Ki Kahani Hai written by Jafar Baluch at UrduPoint. Jaan-e-fikr-o-fan Ab Bhi Ishq Ki Kahani Hai is one of the masterpieces written by Jafar Baluch. You can also find the complete poetry collection of Jafar Baluch by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jafar Baluch' above.

Jaan-e-fikr-o-fan Ab Bhi Ishq Ki Kahani Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaan-e-fikr-o-fan Ab Bhi Ishq Ki Kahani Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.