Kitni Saza Mili Hai Mujhe Arz-e-haal Par, Urdu Ghazal By Jafar Baluch

Kitni Saza Mili Hai Mujhe Arz-e-haal Par is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jafar Baluch. Kitni Saza Mili Hai Mujhe Arz-e-haal Par comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kitni Saza Mili Hai Mujhe Arz-e-haal Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کتنی سزا ملی ہے مجھے عرض حال پر

جعفر بلوچ

کتنی سزا ملی ہے مجھے عرض حال پر

پہرے لگے ہوئے ہیں مری بول چال پر

کہتے ہیں لوگ جوشش فصل بہار ہے

پھولوں کا جب مزاج نہ ہو اعتدال پر

تو اپنی سسکیوں کو دبا اپنے اشک پونچھ

اے دوست چھوڑ دے تو مجھے میرے حال پر

پھر آج عصمتوں کی جبیں ہے عرق عرق

تہمت لگی ہے پھر کسی مریم خصال پر

محسوس بارہا یہ ہوا ہے کہ زندگی

اک برف کی ڈلی ہے کف برشگال پر

جعفر بلوچ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kitni Saza Mili Hai Mujhe Arz-e-haal Par

Jafar Baluch

kitni saza mili hai mujhe arz-e-haal par
pahre lage hue hain meri bol-chaal par

kahte hain log joshish-e-fasl-e-bahaar hai
phulon ka jab mizaj na ho e'tidal par

tu apni siskiyon ko daba apne ashk ponchh
ai dost chhoD de tu mujhe mere haal par

phir aaj ismaton ki jabin hai araq araq
tohmat lagi hai phir kisi mariyam-KHisal par

mahsus barha ye hua hai ki zindagi
ek barf ki Dali hai kaf-e-barshgal par

(472) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kitni Saza Mili Hai Mujhe Arz-e-haal Par written by Jafar Baluch at UrduPoint. Kitni Saza Mili Hai Mujhe Arz-e-haal Par is one of the masterpieces written by Jafar Baluch. You can also find the complete poetry collection of Jafar Baluch by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jafar Baluch' above.

Kitni Saza Mili Hai Mujhe Arz-e-haal Par is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kitni Saza Mili Hai Mujhe Arz-e-haal Par, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.