Abhi Husn KHud Se Hai Be-KHabar Abhi Ishq Bhi Hai Nihan Nihan, Urdu Ghazal By JaiKrishn Chaudhry Habeeb

Abhi Husn KHud Se Hai Be-KHabar Abhi Ishq Bhi Hai Nihan Nihan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, JaiKrishn Chaudhry Habeeb. Abhi Husn KHud Se Hai Be-KHabar Abhi Ishq Bhi Hai Nihan Nihan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Abhi Husn KHud Se Hai Be-KHabar Abhi Ishq Bhi Hai Nihan Nihan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ابھی حسن خود سے ہے بے خبر ابھی عشق بھی ہے نہاں نہاں

جے کرشن چودھری حبیب

ابھی حسن خود سے ہے بے خبر ابھی عشق بھی ہے نہاں نہاں

نہ ہیں قصے راز و نیاز کے نہ فسانے دل کے زباں زباں

کبھی بھول سکتا ہوں ہم نشیں وہ نگاہ الفت اولیں

وہ سماں تھا کتنا حسیں حسیں تھی وہ شب بھی کتنی جواں جواں

ترے عشق نے مجھے کر دیا غم دو جہاں سے ہی بے نیاز

کہ میں خار زار حیات سے بھی گزر رہا ہوں رواں رواں

مرے دل کا حال جو ہو سو ہو ترے لب کا غنچہ کھلا رہے

رہے گرتی نظروں کی بجلیاں مرا چاہے کانپے رواں رواں

کبھی جنگلوں میں بھٹک گئے کبھی سیر کی ہے چمن چمن

تری یاد درد کسک مگر رہی ساتھ ساتھ یہاں وہاں

نہ حرم میں تیرا نشاں ملا نہ صنم کدے میں کوئی پتہ

کہ نہ جانے تیری تلاش میں میں پھرا بھٹکتا کہاں کہاں

ترے حسن صبر گداز کی نہیں تاب اس دل زار کو

مرا بہہ گیا وہ غرور عشق میں رہا ہوں کتنا کشاں کشاں

یہ تری نے بدل دئے مرے راستے مری منزلیں

یہ جہاں جہاں مجھے لے چلی میں چلا حبیبؔ وہاں وہاں

جے کرشن چودھری حبیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Abhi Husn KHud Se Hai Be-KHabar Abhi Ishq Bhi Hai Nihan Nihan

JaiKrishn Chaudhry Habeeb

abhi husn KHud se hai be-KHabar abhi ishq bhi hai nihan nihan
na hain qisse raaz-o-niyaz ke na fasane dil ke zaban zaban

kabhi bhul sakta hun ham-nashin wo nigah-e-ulfat-e-awwalin
wo saman tha kitna hasin hasin thi wo shab bhi kitni jawan jawan

tere ishq ne mujhe kar diya gham-e-do-jahan se hi be-niyaz
ki mein KHar-zar-e-hayat se bhi guzar raha hun rawan rawan

mere dil ka haal jo ho so ho tere lab ka ghuncha khila rahe
rahe girti nazron ki bijliyan mera chahe kanpe ruwan ruwan

kabhi jangalon mein bhaTak gae kabhi sair ki hai chaman chaman
teri yaad dard kasak magar rahi sath sath yahan wahan

na haram mein tera nishan mila na sanam-kade mein koi pata
ki na jaane teri talash mein main phira bhaTakta kahan kahan

tere husn-e-sabr-gudaz ki nahin tab is dil-e-zar ko
mera bah gaya wo ghurur-e-ishq main raha hun kitna kashan kashan

ye teri ne badal diye mere raste meri manzilen
ye jahan jahan mujhe le chali main chala 'habib' wahan wahan

(475) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Abhi Husn KHud Se Hai Be-KHabar Abhi Ishq Bhi Hai Nihan Nihan written by JaiKrishn Chaudhry Habeeb at UrduPoint. Abhi Husn KHud Se Hai Be-KHabar Abhi Ishq Bhi Hai Nihan Nihan is one of the masterpieces written by JaiKrishn Chaudhry Habeeb. You can also find the complete poetry collection of JaiKrishn Chaudhry Habeeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of JaiKrishn Chaudhry Habeeb' above.

Abhi Husn KHud Se Hai Be-KHabar Abhi Ishq Bhi Hai Nihan Nihan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Abhi Husn KHud Se Hai Be-KHabar Abhi Ishq Bhi Hai Nihan Nihan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.