Sajda Aur Un Ke Aastane Ka, Urdu Ghazal By Jaimini Sarshar

Sajda Aur Un Ke Aastane Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jaimini Sarshar. Sajda Aur Un Ke Aastane Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sajda Aur Un Ke Aastane Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سجدہ اور ان کے آستانے کا

جیمنی سرشار

سجدہ اور ان کے آستانے کا

حوصلہ دیکھیے زمانہ کا

آزمائیں گے دھار خنجر کی

یہ بہانہ ہے خوں بہانے کا

دل سادہ کی سادگی دیکھو

اعتبار اور پھر زمانہ کا

کس مزے سے قفس میں اہل قفس

ذکر سنتے ہیں آشیانے کا

ساتھ چلنا ہے جب زمانے کے

شکوہ کیوں کیجئے زمانے کا

وہ زمانہ ابھی نہیں آیا

خواب دیکھا تھا جس زمانے کا

تم خود اہل نظر ہو اے سرشارؔ

رنگ دیکھا کرو زمانے کا

جیمنی سرشار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sajda Aur Un Ke Aastane Ka

Jaimini Sarshar

sajda aur un ke aastane ka
hausla dekhiye zamane ka

aazmaenge dhaar KHanjar ki
ye bahana hai KHun bahane ka

dil-e-sada ki sadgi dekho
e'tibar aur phir zamane ka

kis maze se qafas mein ahl-e-qafas
zikr sunte hain aashiyane ka

sath chalna hai jab zamane ke
shikwa kyun kijiye zamane ka

wo zamana abhi nahin aaya
KHwab dekha tha jis zamane ka

tum KHud ahl-e-nazar ho ai 'sarshaar'
rang dekha karo zamane ka

(623) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sajda Aur Un Ke Aastane Ka written by Jaimini Sarshar at UrduPoint. Sajda Aur Un Ke Aastane Ka is one of the masterpieces written by Jaimini Sarshar. You can also find the complete poetry collection of Jaimini Sarshar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jaimini Sarshar' above.

Sajda Aur Un Ke Aastane Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sajda Aur Un Ke Aastane Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.