Band Kar BaiThe Ho Ghar Radd-e-bala Ki KHatir, Urdu Ghazal By Jaleel Haider Lashari

Band Kar BaiThe Ho Ghar Radd-e-bala Ki KHatir is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jaleel Haider Lashari. Band Kar BaiThe Ho Ghar Radd-e-bala Ki KHatir comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Band Kar BaiThe Ho Ghar Radd-e-bala Ki KHatir on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بند کر بیٹھے ہو گھر رد بلا کی خاطر

جلیل حیدر لاشاری

بند کر بیٹھے ہو گھر رد بلا کی خاطر

ایک کھڑکی تو کھلی رکھتے ہوا کی خاطر

بھینٹ چڑھتے رہے ہر دور میں انساں کتنے

فرد واحد کی فقط جھوٹی انا کی خاطر

ہر زبردست کا ہر ظلم سہا ہے میں نے

زندگی محض تری حرص بقا کی خاطر

ڈر جہنم کا نہ جنت کی ہوس ہے مجھ کو

سر جھکایا ہے فقط تیری رضا کی خاطر

میں سیہ بخت جسے مار کے اپنوں نے جلیلؔ

غیر کو دوش دیا خون بہا کی خاطر

جلیل حیدر لاشاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Band Kar BaiThe Ho Ghar Radd-e-bala Ki KHatir

Jaleel Haider Lashari

band kar baiThe ho ghar radd-e-bala ki KHatir
ek khiDki to khuli rakhte hawa ki KHatir

bhenT chaDhte rahe har daur mein insan kitne
fard-e-wahid ki faqat jhuTi ana ki KHatir

har zabardast ka har zulm saha hai main ne
zindagi mahz teri hirs-e-baqa ki KHatir

Dar jahannam ka na jannat ki hawas hai mujh ko
sar jhukaya hai faqat teri raza ki KHatir

main siyah-baKHt jise mar ke apnon ne 'jalil'
ghair ko dosh diya KHun-baha ki KHatir

(702) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Band Kar BaiThe Ho Ghar Radd-e-bala Ki KHatir written by Jaleel Haider Lashari at UrduPoint. Band Kar BaiThe Ho Ghar Radd-e-bala Ki KHatir is one of the masterpieces written by Jaleel Haider Lashari. You can also find the complete poetry collection of Jaleel Haider Lashari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jaleel Haider Lashari' above.

Band Kar BaiThe Ho Ghar Radd-e-bala Ki KHatir is a widely read Urdu Ghazal. If you like Band Kar BaiThe Ho Ghar Radd-e-bala Ki KHatir, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.