Kab Mila Koi Rahbar Tere Ganw Mein, Urdu Ghazal By Jameel Ahmad Raaz

Kab Mila Koi Rahbar Tere Ganw Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jameel Ahmad Raaz. Kab Mila Koi Rahbar Tere Ganw Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kab Mila Koi Rahbar Tere Ganw Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کب ملا کوئی رہبر ترے گاؤں میں

جمیل احمد راز

کب ملا کوئی رہبر ترے گاؤں میں

خوب بھٹکے ہیں در در ترے گاؤں میں

ظلم سہہ کر بھی تیری تمنا کرے

ہے کوئی ہم سا دلبر ترے گاؤں میں

آدمی اور حیوان کے روپ میں

یہ بھی دیکھا ہے منظر ترے گاؤں میں

یہ ہمارا ہی دل ہے کہ ہنستا رہا

چوٹ پر چوٹ کھا کر ترے گاؤں میں

کون دکھڑا سنے کون کھائے ترس

دل سبھی کا ہے پتھر ترے گاؤں میں

کون دل کو بچا کر چلے کس طرح

ہر قدم پر ستم گر ترے گاؤں میں

رازؔ اپنے سخن پر تو نازاں نہ ہو

اور بھی ہیں سخن ور ترے گاؤں میں

جمیل احمد راز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kab Mila Koi Rahbar Tere Ganw Mein

Jameel Ahmad Raaz

kab mila koi rahbar tere ganw mein
KHub bhaTke hain dar dar tere ganw mein

zulm sah kar bhi teri tamanna kare
hai koi hum sa dilbar tere ganw mein

aadmi aur haiwan ke rup mein
ye bhi dekha hai manzar tere ganw mein

ye hamara hi dil hai ki hansta raha
choT par choT kha kar tere ganw mein

kaun dukhDa sune kaun khae taras
dil sabhi ka hai patthar tere ganw mein

kaun dil ko bacha kar chale kis tarah
har qadam par sitamgar tere ganw mein

'raaz' apne suKHan par tu nazan na ho
aur bhi hain suKHan-war tere ganw mein

(326) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kab Mila Koi Rahbar Tere Ganw Mein written by Jameel Ahmad Raaz at UrduPoint. Kab Mila Koi Rahbar Tere Ganw Mein is one of the masterpieces written by Jameel Ahmad Raaz. You can also find the complete poetry collection of Jameel Ahmad Raaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jameel Ahmad Raaz' above.

Kab Mila Koi Rahbar Tere Ganw Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kab Mila Koi Rahbar Tere Ganw Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.