Wo Sab Ke Dil Mein Basa Tha Habib Aisa Tha, Urdu Ghazal By Jameel Qureshi

Wo Sab Ke Dil Mein Basa Tha Habib Aisa Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jameel Qureshi. Wo Sab Ke Dil Mein Basa Tha Habib Aisa Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Sab Ke Dil Mein Basa Tha Habib Aisa Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ سب کے دل میں بسا تھا حبیب ایسا تھا

جمیل قریشی

وہ سب کے دل میں بسا تھا حبیب ایسا تھا

تمام شہر ہی میرا رقیب ایسا تھا

لہو لہو تھا اجالا سحر کے ماتھے پر

افق سے جھانکتا سورج صلیب ایسا تھا

متاع درد و الم بھی تو اس کے پاس نہ تھی

مجھے وہ کیا عطا کرتا غریب ایسا تھا

بنا بنا کے میں باتیں ہزار کرتا مگر

وہ مجھ سے جیت ہی جاتا خطیب ایسا تھا

مرا خلوص وہ ٹھکرا گیا حقارت سے

میں ہاتھ ملتا رہا بد نصیب ایسا تھا

تمام عمر جلاتا رہا وجود مرا

وہ ایک برف کا پیکر عجیب ایسا تھا

جمیل قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Sab Ke Dil Mein Basa Tha Habib Aisa Tha

Jameel Qureshi

wo sab ke dil mein basa tha habib aisa tha
tamam shahr hi mera raqib aisa tha

lahu lahu tha ujala sahar ke mathe par
ufuq se jhankta suraj salib aisa tha

mata-e-dard-o-alam bhi to us ke pas na thi
mujhe wo kya ata karta gharib aisa tha

bana bana ke main baaten hazar karta magar
wo mujh se jit hi jata KHatib aisa tha

mera KHulus wo Thukra gaya hiqarat se
main hath malta raha bad-nasib aisa tha

tamam umr jalata raha wajud mera
wo ek barf ka paikar ajib aisa tha

(307) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Sab Ke Dil Mein Basa Tha Habib Aisa Tha written by Jameel Qureshi at UrduPoint. Wo Sab Ke Dil Mein Basa Tha Habib Aisa Tha is one of the masterpieces written by Jameel Qureshi. You can also find the complete poetry collection of Jameel Qureshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jameel Qureshi' above.

Wo Sab Ke Dil Mein Basa Tha Habib Aisa Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Sab Ke Dil Mein Basa Tha Habib Aisa Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.