Ek-tarfa Be-KHudi Mein Gum Hua Rahta Hun Main, Urdu Ghazal By Jameel Yusuf

Ek-tarfa Be-KHudi Mein Gum Hua Rahta Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jameel Yusuf. Ek-tarfa Be-KHudi Mein Gum Hua Rahta Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek-tarfa Be-KHudi Mein Gum Hua Rahta Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک طرفہ بے خودی میں گم ہوا رہتا ہوں میں

جمیل یوسف

ایک طرفہ بے خودی میں گم ہوا رہتا ہوں میں

بے محابا فاصلوں کو ناپتا رہتا ہوں میں

میرے خد و خال کو پہچاننا آساں نہیں

راستے کی گرد میں اکثر اٹا رہتا ہوں میں

جانتا ہوں ڈھونڈھتا ہوں اک سراب نور کو

پھر بھی اس کی کھوج میں پیہم لگا رہتا ہوں میں

کاروان شوق جس کو زندگی کہتے ہو تم

اس تگ و دو کے جلو میں ہی سدا رہتا ہوں میں

حضرت واعظ تجھے میرا پتہ کیوں کر ملے

جسم کے کعبے میں مانند خدا رہتا ہوں میں

جمیل یوسف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek-tarfa Be-KHudi Mein Gum Hua Rahta Hun Main

Jameel Yusuf

ek-tarfa be-KHudi mein gum hua rahta hun main
be-mahaba faslon ko napta rahta hun main

mere KHad-o-KHal ko pahchanna aasan nahin
raste ki gard mein akasr aTa rahta hun main

jaanta hun DhunDhta hun ek sarab-e-nur ko
phir bhi us ki khoj mein paiham laga rahta hun main

karwan-e-shauq jis ko zindagi kahte ho tum
is tag-o-dau ke jilau mein hi sada rahta hun main

hazrat-e-waiz tujhe mera pata kyunkar mile
jism ke kabe mein manind-e-KHuda rahta hun main

(563) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek-tarfa Be-KHudi Mein Gum Hua Rahta Hun Main written by Jameel Yusuf at UrduPoint. Ek-tarfa Be-KHudi Mein Gum Hua Rahta Hun Main is one of the masterpieces written by Jameel Yusuf. You can also find the complete poetry collection of Jameel Yusuf by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jameel Yusuf' above.

Ek-tarfa Be-KHudi Mein Gum Hua Rahta Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek-tarfa Be-KHudi Mein Gum Hua Rahta Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.