Ye Ajab Rasta Hai Jis Pe Lagaya Hai Mujhe, Urdu Ghazal By Jameel Yusuf

Ye Ajab Rasta Hai Jis Pe Lagaya Hai Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jameel Yusuf. Ye Ajab Rasta Hai Jis Pe Lagaya Hai Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Ajab Rasta Hai Jis Pe Lagaya Hai Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ عجب راستہ ہے جس پہ لگایا ہے مجھے

جمیل یوسف

یہ عجب راستہ ہے جس پہ لگایا ہے مجھے

محو حیرت ہوں کہ کیا چیز بنایا ہے مجھے

تیری دوری بھی ہے مشکل تری قربت بھی محال

کس قدر تو نے مری جان ستایا ہے مجھے

تو کسی پھول کسی آنکھ کے پردے میں رہا

تو نے کب اپنا حسیں چہرہ دکھایا ہے مجھے

میرے فردوس کی نہریں مری خاطر ہیں تو کیوں

پیاس کے دشت میں حیران پھرایا ہے مجھے

ساری مخلوق سے تقویم میں احسن ہوں میں

اور پھر آگ کا ایندھن بھی بنایا ہے مجھے

اپنی تخریب پہ نادم ہوں نہ تعمیر پہ خوش

تو نے ڈھایا ہے مجھے تو نے بنایا ہے مجھے

جمیل یوسف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Ajab Rasta Hai Jis Pe Lagaya Hai Mujhe

Jameel Yusuf

ye ajab rasta hai jis pe lagaya hai mujhe
mahw-e-hairat hun ki kya chiz banaya hai mujhe

teri duri bhi hai mushkil teri qurbat bhi muhaal
kis qadar tu ne meri jaan sataya hai mujhe

tu kisi phul kisi aankh ke parde mein raha
tu ne kab apna hasin chehra dikhaya hai mujhe

mere firdaus ki nahren meri KHatir hain to kyun
pyas ke dasht mein hairan phiraya hai mujhe

sari maKHluq se taqwim mein ahsan hun main
aur phir aag ka indhan bhi banaya hai mujhe

apni taKHrib pe nadim hun na tamir pe KHush
tu ne Dhaya hai mujhe tu ne banaya hai mujhe

(542) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ye Ajab Rasta Hai Jis Pe Lagaya Hai Mujhe written by Jameel Yusuf at UrduPoint. Ye Ajab Rasta Hai Jis Pe Lagaya Hai Mujhe is one of the masterpieces written by Jameel Yusuf. You can also find the complete poetry collection of Jameel Yusuf by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jameel Yusuf' above.

Ye Ajab Rasta Hai Jis Pe Lagaya Hai Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Ajab Rasta Hai Jis Pe Lagaya Hai Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.