Aaj Sunte Hain Ki Mere Ghar Wo Yar Aane Ko Hai, Urdu Ghazal By Jameela Khuda Bakhsh

Aaj Sunte Hain Ki Mere Ghar Wo Yar Aane Ko Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jameela Khuda Bakhsh. Aaj Sunte Hain Ki Mere Ghar Wo Yar Aane Ko Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaj Sunte Hain Ki Mere Ghar Wo Yar Aane Ko Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آج سنتے ہیں کہ میرے گھر وہ یار آنے کو ہے

جمیلہ خدا بخش

آج سنتے ہیں کہ میرے گھر وہ یار آنے کو ہے

اپنے قابو میں دل بے اختیار آنے کو ہے

بلبلیں ہیں نغمہ زن پھولا ہوا ہے باغباں

باغ میں کھلتی ہیں کلیاں کیا بہار آنے کو ہے

دیکھتا ہوں چشم نرگس آج شرمائی ہوئی

کیا تمہاری دید کا امیدوار آنے کو ہے

مثل تصویر خیالی مرغ بستاں ہیں خموش

باغباں گلشن میں کوئی دل فگار آنے کو ہے

اے جمیلہؔ فصل گل آئی چلا صحرا کو میں

میہماں بن کر مرے تلووں میں خار آنے کو ہے

جمیلہ خدا بخش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaj Sunte Hain Ki Mere Ghar Wo Yar Aane Ko Hai

Jameela Khuda Bakhsh

aaj sunte hain ki mere ghar wo yar aane ko hai
apne qabu mein dil-e-be-iKHtiyar aane ko hai

bulbulen hain naghma-zan phula hua hai baghban
bagh mein khilti hain kaliyan kya bahaar aane ko hai

dekhta hun chashm-e-nargis aaj sharmai hui
kya tumhaari did ka ummid-war aane ko hai

misl-e-taswir-e-KHayali murgh-e-bustan hain KHamosh
baghban gulshan mein koi dil-figar aane ko hai

ai 'jamila' fasl-e-gul aai chala sahra ko main
mehman ban kar mere talwon mein KHar aane ko hai

(402) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaj Sunte Hain Ki Mere Ghar Wo Yar Aane Ko Hai written by Jameela Khuda Bakhsh at UrduPoint. Aaj Sunte Hain Ki Mere Ghar Wo Yar Aane Ko Hai is one of the masterpieces written by Jameela Khuda Bakhsh. You can also find the complete poetry collection of Jameela Khuda Bakhsh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jameela Khuda Bakhsh' above.

Aaj Sunte Hain Ki Mere Ghar Wo Yar Aane Ko Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaj Sunte Hain Ki Mere Ghar Wo Yar Aane Ko Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.