Raste Mein Kisi Manzil Pe Bhi Aaram Na Lun, Urdu Ghazal By Javed Akhtar Bedi

Raste Mein Kisi Manzil Pe Bhi Aaram Na Lun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Akhtar Bedi. Raste Mein Kisi Manzil Pe Bhi Aaram Na Lun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Raste Mein Kisi Manzil Pe Bhi Aaram Na Lun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

راستے میں کسی منزل پہ بھی آرام نہ لوں

جاوید اختر بیدی

راستے میں کسی منزل پہ بھی آرام نہ لوں

وہ مسافر ہوں کہ رکنے کا کہیں نام نہ لوں

میرے حالات کا مدت سے تقاضا یہ ہے

اپنے سر ظلم سے نفرت کا میں الزام نہ لوں

حبس کے گیت ہی سنتا رہوں اس جنگل میں

عمر بھر دست صبا سے کوئی پیغام نہ لوں

بند کر لوں میں یہ آنکھیں کہ ستم ہوتا ہے

اپنی آنکھوں سے زمانے میں کوئی کام نہ لوں

جاوید اختر بیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raste Mein Kisi Manzil Pe Bhi Aaram Na Lun

Javed Akhtar Bedi

raste mein kisi manzil pe bhi aaram na lun
wo musafir hun ki rukne ka kahin nam na lun

mere haalat ka muddat se taqaza ye hai
apne sar zulm se nafrat ka main ilzam na lun

habs ke git hi sunta rahun is jangal mein
umr bhar dast-e-saba se koi paigham na lun

band kar lun main ye aankhen ki sitam hota hai
apni aankhon se zamane mein koi kaam na lun

(512) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raste Mein Kisi Manzil Pe Bhi Aaram Na Lun written by Javed Akhtar Bedi at UrduPoint. Raste Mein Kisi Manzil Pe Bhi Aaram Na Lun is one of the masterpieces written by Javed Akhtar Bedi. You can also find the complete poetry collection of Javed Akhtar Bedi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Akhtar Bedi' above.

Raste Mein Kisi Manzil Pe Bhi Aaram Na Lun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raste Mein Kisi Manzil Pe Bhi Aaram Na Lun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.