Dil Ko Milta Nahin Qarar Kahin, Urdu Ghazal By Javed Kamal Rampuri

Dil Ko Milta Nahin Qarar Kahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Kamal Rampuri. Dil Ko Milta Nahin Qarar Kahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Ko Milta Nahin Qarar Kahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل کو ملتا نہیں قرار کہیں

جاوید کمال رامپوری

دل کو ملتا نہیں قرار کہیں

غم بھی ہوتا ہے سازگار کہیں

جب گھٹائیں امڈ کے آتی ہیں

بیٹھ جاتے ہیں بادہ خوار کہیں

موسم گل میں ابر باراں میں

دل پہ رہتا ہے اختیار کہیں

تیری زلفوں کے پیچ و خم کے نثار

گم نہ ہو جائے رہ گزار کہیں

بوئے گل کے ہجوم رقصاں میں

پر ٹھہرتی نہیں بہار کہیں

جاوید کمال رامپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Ko Milta Nahin Qarar Kahin

Javed Kamal Rampuri

dil ko milta nahin qarar kahin
gham bhi hota hai sazgar kahin

jab ghaTaen umaD ke aati hain
baiTh jate hain baada-KHwar kahin

mausam-e-gul mein abr-e-baran mein
dil pe rahta hai iKHtiyar kahin

teri zulfon ke pech-o-KHam ke nisar
gum na ho jae rahguzar kahin

bu-e-gul ke hujum-e-raqsan mein
par Thaharti nahin bahaar kahin

(531) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Ko Milta Nahin Qarar Kahin written by Javed Kamal Rampuri at UrduPoint. Dil Ko Milta Nahin Qarar Kahin is one of the masterpieces written by Javed Kamal Rampuri. You can also find the complete poetry collection of Javed Kamal Rampuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Kamal Rampuri' above.

Dil Ko Milta Nahin Qarar Kahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Ko Milta Nahin Qarar Kahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.