Ji Bhar Ke Kabhi Yar Ka Jalwa Nahin Dekha, Urdu Ghazal By Jigar Biswani

Ji Bhar Ke Kabhi Yar Ka Jalwa Nahin Dekha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jigar Biswani. Ji Bhar Ke Kabhi Yar Ka Jalwa Nahin Dekha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ji Bhar Ke Kabhi Yar Ka Jalwa Nahin Dekha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جی بھر کے کبھی یار کا جلوہ نہیں دیکھا

جگرؔ بسوانی

جی بھر کے کبھی یار کا جلوہ نہیں دیکھا

دیکھا بھی تو اس طرح کہ گویا نہیں دیکھا

مرنے کا نہیں غم مگر اس بات کا غم ہے

اس نے مرے مرنے کا تماشا نہیں دیکھا

جھرمٹ میں رہے غمزۂ تمکین و حیا کے

خلوت میں بھی ان کو کبھی تنہا نہیں دیکھا

کس زور پہ کس جوش پہ ہے ان کی جوانی

تھمتے کبھی سینے پہ دوپٹہ نہیں دیکھا

آنکھوں میں پھرے اور وہ آنکھوں سے چھپے بھی

آنکھوں نے اس انداز کا پردہ نہیں دیکھا

خلوت میں جگرؔ یاد کیا کرتے ہو کس کو

ملتے تمہیں لوگوں سے زیادہ نہیں دیکھا

جگرؔ بسوانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ji Bhar Ke Kabhi Yar Ka Jalwa Nahin Dekha

Jigar Biswani

ji bhar ke kabhi yar ka jalwa nahin dekha
dekha bhi to is tarah ki goya nahin dekha

marne ka nahin gham magar is baat ka gham hai
us ne mere marne ka tamasha nahin dekha

jhurmuT mein rahe ghamza-e-tamkin-o-haya ke
KHalwat mein bhi un ko kabhi tanha nahin dekha

kis zor pe kis josh pe hai un ki jawani
thamte kabhi sine pe dupaTTa nahin dekha

aankhon mein phire aur wo aankhon se chhupe bhi
aankhon ne is andaz ka parda nahin dekha

KHalwat mein 'jigar' yaad kiya karte ho kis ko
milte tumhein logon se ziyaada nahin dekha

(505) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ji Bhar Ke Kabhi Yar Ka Jalwa Nahin Dekha written by Jigar Biswani at UrduPoint. Ji Bhar Ke Kabhi Yar Ka Jalwa Nahin Dekha is one of the masterpieces written by Jigar Biswani. You can also find the complete poetry collection of Jigar Biswani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jigar Biswani' above.

Ji Bhar Ke Kabhi Yar Ka Jalwa Nahin Dekha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ji Bhar Ke Kabhi Yar Ka Jalwa Nahin Dekha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.