Dil Mein Har-chand Hai KHayal Us Ka, Urdu Ghazal By Joshish Azimabadi

Dil Mein Har-chand Hai KHayal Us Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Joshish Azimabadi. Dil Mein Har-chand Hai KHayal Us Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Mein Har-chand Hai KHayal Us Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل میں ہر چند ہے خیال اس کا

جوشش عظیم آبادی

دل میں ہر چند ہے خیال اس کا

نظر آتا نہیں جمال اس کا

وہ جو تھی بے خودی سو ہے موجود

ہجر سے کم نہیں وصال اس کا

ہو چکا ہے جگر پسند مژہ

دل کو مانگے ہے خط و خال اس کا

شیخ اگر سامنے ہو مستوں کے

نظر آ جائے سب کمال اس کا

ہم پڑے اک زوال میں ؔجوشش

دیکھ کر حسن بے زوال اس کا

جوشش عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Mein Har-chand Hai KHayal Us Ka

Joshish Azimabadi

dil mein har-chand hai KHayal us ka
nazar aata nahin jamal us ka

wo jo thi be-KHudi so hai maujud
hijr se kam nahin visal us ka

ho chuka hai jigar-pasand mizha
dil ko mange hai KHatt-o-KHal us ka

shaiKH agar samne ho maston ke
nazar aa jae sab kamal us ka

hum paDe ek zawal mein 'joshish'
dekh kar husn-e-zawal us ka

(397) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Mein Har-chand Hai KHayal Us Ka written by Joshish Azimabadi at UrduPoint. Dil Mein Har-chand Hai KHayal Us Ka is one of the masterpieces written by Joshish Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Joshish Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Joshish Azimabadi' above.

Dil Mein Har-chand Hai KHayal Us Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Mein Har-chand Hai KHayal Us Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.