Us Kamar Ke KHayal Mein Hain Hum, Urdu Ghazal By Joshish Azimabadi

Us Kamar Ke KHayal Mein Hain Hum is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Joshish Azimabadi. Us Kamar Ke KHayal Mein Hain Hum comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Us Kamar Ke KHayal Mein Hain Hum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس کمر کے خیال میں ہیں ہم

جوشش عظیم آبادی

اس کمر کے خیال میں ہیں ہم

بیٹھے کرتے ہیں سیر ملک عدم

بے خودی ہم پہ رکھیو لطف و کرم

اپنے تئیں بھول جائیں جب تک ہم

کیوں گنہ گار ہو نہ نوع بشر

پہلے ہی چوکے حضرت آدم

آہ اس بحر میں حباب کی طرح

اپنی بھی زندگی ہے کوئی دم

دی ہے دھونی در توکل پر

چھوڑ دی ہم نے منت عالم

دیکھنے بھی نہ پائے قاتل کو

زخم اتنے ہی لگ گئے پیہم

نیلگوں کیوں نہ ہو حصار رنگ

ہے سیہ پوش خانۂ ماتم

لطف ہوتا جو عیش میں ؔجوشش

چھوڑ دیتا نہ سلطنت ادہم

جوشش عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Us Kamar Ke KHayal Mein Hain Hum

Joshish Azimabadi

us kamar ke KHayal mein hain hum
baiThe karte hain sair-e-mulk-e-adam

be-KHudi hum pe rakhiyo lutf-o-karam
apne tain bhul jaen jab tak hum

kyun gunahgar ho na nau-e-bashar
pahle hi chuke hazrat-e-adam

aah is bahr mein habab ki tarah
apni bhi zindagi hai koi dam

di hai dhuni dar-e-tawakkul par
chhoD di hum ne minnat-e-alam

dekhne bhi na pae qatil ko
zaKHm itne hi lag gae paiham

nil-gun kyun na ho hisar-e-rang
hai siyah-posh KHana-e-matam

lutf hota jo aish mein 'joshish'
chhoD deta na saltanat adham

(358) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Us Kamar Ke KHayal Mein Hain Hum written by Joshish Azimabadi at UrduPoint. Us Kamar Ke KHayal Mein Hain Hum is one of the masterpieces written by Joshish Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Joshish Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Joshish Azimabadi' above.

Us Kamar Ke KHayal Mein Hain Hum is a widely read Urdu Ghazal. If you like Us Kamar Ke KHayal Mein Hain Hum, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.