Jis Qadar Bhi Phail Jaun Manzaron Ke Darmiyan, Urdu Ghazal By Junaid Azar

Jis Qadar Bhi Phail Jaun Manzaron Ke Darmiyan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Junaid Azar. Jis Qadar Bhi Phail Jaun Manzaron Ke Darmiyan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jis Qadar Bhi Phail Jaun Manzaron Ke Darmiyan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس قدر بھی پھیل جاؤں منظروں کے درمیاں

جنید آزر

جس قدر بھی پھیل جاؤں منظروں کے درمیاں

آسماں تو آ نہیں سکتا پروں کے درمیاں

میرے رونے کی صدا جاتی نہیں ہمسائے تک

اور کتنا فاصلہ ہو دو گھروں کے درمیاں

ہنس رہے ہیں دیکھ کر زخم جنوں کی وحشتیں

گھر گئے ہم اہل دل کن مسخروں کے درمیاں

کھینچ لائی زندگی ہم کو بھرے بازار میں

ہم تماشا بن گئے بازی گروں کے درمیاں

چار جانب سے ہے دل پر یورش آلام و غم

ایک آئینہ پڑا ہے پتھروں کے درمیاں

فیصلہ ہونا ہے آخر تیغ اور دستار میں

کشمکش بڑھنے لگی ہے اب سروں کے درمیاں

منزلوں کا ذکر کیسے ہو ابھی تو خیر سے

راہ کا جھگڑا پڑا ہے رہبروں کے درمیاں

مشورہ میرا بھی سنتے مشوروں کے درمیاں

اٹھا بیٹھا میں بھی ہوں دیدہ وروں کے درمیاں

ہم نے مانے ہی نہیں جبر و ستم کے ضابطے

سر بلند آذرؔ رہے ہم خود سروں کے درمیاں

جنید آزر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Qadar Bhi Phail Jaun Manzaron Ke Darmiyan

Junaid Azar

jis qadar bhi phail jaun manzaron ke darmiyan
aasman to aa nahin sakta paron ke darmiyan

mere rone ki sada jati nahin hamsae tak
aur kitna fasla ho do gharon ke darmiyan

hans rahe hain dekh kar zaKHm-e-junun ki wahshaten
ghir gae hum ahl-e-dil kin masKHaron ke darmiyan

khinch lai zindagi hum ko bhare bazar mein
hum tamasha ban gae bazigaron ke darmiyan

chaar jaanib se hai dil par yurish-e-alam-o-gham
ek aaina paDa hai pattharon ke darmiyan

faisla hona hai aaKHir tegh aur dastar mein
kashmakash baDhne lagi hai ab saron ke darmiyan

manzilon ka zikr kaise ho abhi to KHair se
rah ka jhagDa paDa hai rahbaron ke darmiyan

mashwara mera bhi sunte mashwaron ke darmiyan
uTTha baiTha main bhi hun dida-waron ke darmiyan

hum ne mane hi nahin jabr-o-sitam ke zabte
sar-buland 'azar' rahe hum KHud-saron ke darmiyan

(611) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jis Qadar Bhi Phail Jaun Manzaron Ke Darmiyan written by Junaid Azar at UrduPoint. Jis Qadar Bhi Phail Jaun Manzaron Ke Darmiyan is one of the masterpieces written by Junaid Azar. You can also find the complete poetry collection of Junaid Azar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Junaid Azar' above.

Jis Qadar Bhi Phail Jaun Manzaron Ke Darmiyan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Qadar Bhi Phail Jaun Manzaron Ke Darmiyan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.