Dariya Ki Mauj Hi Mein Nahin Iztirab Hai, Urdu Ghazal By Kaif Ahmed Siddiqui

Dariya Ki Mauj Hi Mein Nahin Iztirab Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kaif Ahmed Siddiqui. Dariya Ki Mauj Hi Mein Nahin Iztirab Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dariya Ki Mauj Hi Mein Nahin Iztirab Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دریا کی موج ہی میں نہیں اضطراب ہے

کیف احمد صدیقی

دریا کی موج ہی میں نہیں اضطراب ہے

سنگ رواں کے دل میں بھی اک زخم آب ہے

ہر فرد آج ٹوٹتے لمحوں کے شور میں

عصر رواں کی جاگتی آنکھوں کا خواب ہے

وہ خود ہی اپنی آگ میں جل کر فنا ہوا

جس سائے کی تلاش میں یہ آفتاب ہے

اب کوئی نصف دام پہ بھی پوچھتا نہیں

یہ زندگی نصاب سے خارج کتاب ہے

پلکوں پہ آج نیند کی کرچیں بکھر گئیں

شیشے کی آنکھ میں کوئی پتھر کا خواب ہے

اے کیفؔ نا قدوں کے تعصب کے باوجود

میرا ہر ایک شعر ادب کی کتاب ہے

کیف احمد صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dariya Ki Mauj Hi Mein Nahin Iztirab Hai

Kaif Ahmed Siddiqui

dariya ki mauj hi mein nahin iztirab hai
sang-e-rawan ke dil mein bhi ek zaKHm-e-ab hai

har fard aaj TuTte lamhon ke shor mein
asr-e-rawan ki jagti aaankhon ka KHwab hai

wo KHud hi apni aag mein jal kar fana hua
jis sae ki talash mein ye aaftab hai

ab koi nisf dam pe bhi puchhta nahin
ye zindagi nisab se KHarij kitab hai

palkon pe aaj nind ki kirchen bikhar gain
shishe ki aankh mein koi patthar ka KHwab hai

ai 'kaif' na-qadon ke tassub ke bawajud
mera har ek sher adab ki kitab hai

(431) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dariya Ki Mauj Hi Mein Nahin Iztirab Hai written by Kaif Ahmed Siddiqui at UrduPoint. Dariya Ki Mauj Hi Mein Nahin Iztirab Hai is one of the masterpieces written by Kaif Ahmed Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Kaif Ahmed Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kaif Ahmed Siddiqui' above.

Dariya Ki Mauj Hi Mein Nahin Iztirab Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dariya Ki Mauj Hi Mein Nahin Iztirab Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.