Gunjaish-e-kalam Kahan KHair-o-shar Mein Hai, Urdu Ghazal By Kaifi Hyderabadi

Gunjaish-e-kalam Kahan KHair-o-shar Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kaifi Hyderabadi. Gunjaish-e-kalam Kahan KHair-o-shar Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gunjaish-e-kalam Kahan KHair-o-shar Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گنجائش کلام کہاں خیر و شر میں ہے

کیفی حیدرآبادی

گنجائش کلام کہاں خیر و شر میں ہے

جب تم بشر میں ہو تو سبھی کچھ بشر میں ہے

یوں تو ذلیل و خوار ہر اک کی نظر میں ہے

بندے کی شان چشم حقیقت نگر میں ہے

غم خوار بن گئے ہیں چھڑکتے تھے جو نمک

کچھ ایسی چاشنی مرے زخم جگر میں ہے

ارض و سما ہے وقف نگاہ امید و یاس

دنیا کی اونچ نیچ ہماری نظر میں ہے

کیفیؔ ہے سو بروں کا برا پھر بھی سچ کہو

ایسا بھی کوئی شخص تمہاری نظر میں ہے

کیفی حیدرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gunjaish-e-kalam Kahan KHair-o-shar Mein Hai

Kaifi Hyderabadi

gunjaish-e-kalam kahan KHair-o-shar mein hai
jab tum bashar mein ho to sabhi kuchh bashar mein hai

yun to zalil-o-KHwar har ek ki nazar mein hai
bande ki shan chashm-e-haqiqat-nigar mein hai

gham-KHwar ban gae hain chhiDakte the jo namak
kuchh aisi chashni mere zaKHm-e-jigar mein hai

arz-o-sama hai waqf-e-nigah-e-umid-o-yas
duniya ki unch-nich hamari nazar mein hai

'kaifi' hai sau barun ka bura phir bhi sach kaho
aisa bhi koi shaKHs tumhaari nazar mein hai

(604) ووٹ وصول ہوئے

You can read Gunjaish-e-kalam Kahan KHair-o-shar Mein Hai written by Kaifi Hyderabadi at UrduPoint. Gunjaish-e-kalam Kahan KHair-o-shar Mein Hai is one of the masterpieces written by Kaifi Hyderabadi. You can also find the complete poetry collection of Kaifi Hyderabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kaifi Hyderabadi' above.

Gunjaish-e-kalam Kahan KHair-o-shar Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gunjaish-e-kalam Kahan KHair-o-shar Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.