Mahakne Ka Qarina Aa Gaya Hai, Urdu Ghazal By Kaleem Noori Firozabadi

Mahakne Ka Qarina Aa Gaya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kaleem Noori Firozabadi. Mahakne Ka Qarina Aa Gaya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mahakne Ka Qarina Aa Gaya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مہکنے کا قرینہ آ گیا ہے

کلیم نوری فیروزابادی

مہکنے کا قرینہ آ گیا ہے

غزل کو زخم سینا آ گیا ہے

چراغوں کی لویں اب سست کر دو

ستاروں کو پسینا آ گیا ہے

اے میری زندگی تجھ سے بچھڑ کر

مجھے قسطوں میں جینا آ گیا ہے

چلو طوفاں سے بھی اب بات کر لیں

کنارے پر سفینہ آ گیا ہے

اتر جائے گا سورج تیرا نشہ

دسمبر کا مہینہ آ گیا ہے

کلیم نوری فیروزابادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mahakne Ka Qarina Aa Gaya Hai

Kaleem Noori Firozabadi

mahakne ka qarina aa gaya hai
ghazal ko zaKHm sina aa gaya hai

charaghon ki lawen ab sust kar do
sitaron ko pasina aa gaya hai

ai meri zindagi tujh se bichhaD kar
mujhe qiston mein jina aa gaya hai

chalo tufan se bhi ab baat kar len
kinare par safina aa gaya hai

utar jaega suraj tera nashsha
december ka mahina aa gaya hai

(556) ووٹ وصول ہوئے

You can read Mahakne Ka Qarina Aa Gaya Hai written by Kaleem Noori Firozabadi at UrduPoint. Mahakne Ka Qarina Aa Gaya Hai is one of the masterpieces written by Kaleem Noori Firozabadi. You can also find the complete poetry collection of Kaleem Noori Firozabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kaleem Noori Firozabadi' above.

Mahakne Ka Qarina Aa Gaya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mahakne Ka Qarina Aa Gaya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.