KHwahish-e-did Ke Aankhon Mein Ujale Le Kar, Urdu Ghazal By Kaleem Noori Firozabadi

KHwahish-e-did Ke Aankhon Mein Ujale Le Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kaleem Noori Firozabadi. KHwahish-e-did Ke Aankhon Mein Ujale Le Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHwahish-e-did Ke Aankhon Mein Ujale Le Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خواہش دید کے آنکھوں میں اجالے لے کر

کلیم نوری فیروزابادی

خواہش دید کے آنکھوں میں اجالے لے کر

ڈھونڈھتا ہوں میں تجھے پاؤں میں چھالے لے کر

زرد پڑ جاتے ہیں تابندہ ستاروں کے بدن

چاند جس وقت نکلتا ہے اجالے لے کر

ٹوٹ جائے گا یہ تیرا بھی تکبر سورج

رات جب آئے گی تاریک حوالے لے کر

زندگی اس کو بچانا ہو تو یوں بچتی ہے

بھیج دیتا ہے خدا مکڑیاں جالے لے کر

کوئی سقراط نہیں میں جو خوشی سے پی لوں

آپ کیوں آئے ہیں یہ زہر کے پیالے لے کر

کلیم نوری فیروزابادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwahish-e-did Ke Aankhon Mein Ujale Le Kar

Kaleem Noori Firozabadi

KHwahish-e-did ke aankhon mein ujale le kar
DhunDhta hun main tujhe panw mein chhaale le kar

zard paD jate hain tabinda sitaron ke badan
chand jis waqt nikalta hai ujale le kar

TuT jaega ye tera bhi takabbur suraj
raat jab aaegi tarik hawale le kar

zindagi us ko bachana ho to yun bachti hai
bhej deta hai KHuda makaDiyan jale le kar

koi suqraat nahin main jo KHushi se pi lun
aap kyun aae hain ye zahr ke pyale le kar

(789) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwahish-e-did Ke Aankhon Mein Ujale Le Kar written by Kaleem Noori Firozabadi at UrduPoint. KHwahish-e-did Ke Aankhon Mein Ujale Le Kar is one of the masterpieces written by Kaleem Noori Firozabadi. You can also find the complete poetry collection of Kaleem Noori Firozabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kaleem Noori Firozabadi' above.

KHwahish-e-did Ke Aankhon Mein Ujale Le Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHwahish-e-did Ke Aankhon Mein Ujale Le Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.