Is Tarah Main Use Bhulata Hun, Urdu Ghazal By Kamal Hatvi

Is Tarah Main Use Bhulata Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kamal Hatvi. Is Tarah Main Use Bhulata Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Tarah Main Use Bhulata Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس طرح میں اسے بھلاتا ہوں

کمل ہاتوی

اس طرح میں اسے بھلاتا ہوں

پتھروں پر لکھا مٹاتا ہوں

تاکہ اس زندگی کو ڈر نہ لگے

موت کے فائدے گناتا ہوں

روز مرتا ہوں اپنے اندر میں

روز اک لاش میں اٹھاتا ہوں

درد میں کچھ کمی سی لگتی ہے

زخم پر زخم جب لگاتا ہوں

سانس جاتی ہے لے کے دور مجھے

سانس آتی ہے لوٹ آتا ہوں

وصل کا تجربہ نہیں ہے مجھے

ہجر کی شاعری سناتا ہوں

رقص کرتی ہیں گمشدہ یادیں

آج سب آئنہ بجھاتا ہوں

جانتا ہوں کہ در کھلیں گے نہیں

بے سبب چابیاں گھماتا ہوں

پہلے کرتا ہوں خود اسے ناراض

اور پھر دیر تک مناتا ہوں

دھڑکنوں شور کم کرو کچھ دیر

میں بس ان کو بلا کے لاتا ہوں

کمل ہاتوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Tarah Main Use Bhulata Hun

Kamal Hatvi

is tarah main use bhulata hun
pattharon par likha miTata hun

taki us zindagi ko Dar na lage
maut ke faede ginata hun

roz marta hun apne andar main
roz ek lash main uThata hun

dard mein kuchh kami si lagti hai
zaKHm par zaKHm jab lagata hun

sans jati hai le ke dur mujhe
sans aati hai lauT aata hun

wasl ka tajraba nahin hai mujhe
hijr ki shaeri sunata hun

raqs karti hain gum-shuda yaaden
aaj sab aaina bujhata hun

jaanta hun ki dar khulenge nahin
be-sabab chabiyan ghumata hun

pahle karta hun KHud use naraaz
aur phir der tak manata hun

dhaDkanon shor kam karo kuchh der
main bas un ko bula ke lata hun

(398) ووٹ وصول ہوئے

You can read Is Tarah Main Use Bhulata Hun written by Kamal Hatvi at UrduPoint. Is Tarah Main Use Bhulata Hun is one of the masterpieces written by Kamal Hatvi. You can also find the complete poetry collection of Kamal Hatvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kamal Hatvi' above.

Is Tarah Main Use Bhulata Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Tarah Main Use Bhulata Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.